|  
	 
	
	
	 
	
	
	
	
	
	 
	
	
	 
	
	
	 
	
	
	 
	 | 
	 |  
		
		
			
			 | 
			
		
			
			 | 
            Thumb | 
    		Song Heading | 
			Singer / Movie | 
			Music By / Lyricist | 
			Actor / Category | 
			 | 
			 
		 
		
    
    
| Video of the song from youtube | 
Advertisements | 
 
| 
 Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website. 
   We will add as soon as the video of the song is available.  | 
 | 
 
 
Lyrics of Hume Itna Bata Do - हमें इतना बता दोhume itna btaa do  
ishq ki manjil, kaha tak hai  
hume itna btaa do  
ishq ki manjil, kaha tak hai  
hume itna btaa do  
ishq ki manjil kaha tak hai  
mohbbabt ka ye afsaana 
jami se aasma tak hai   
mohbbabt ka ye afsaana 
jami se aasma tak hai   
 
hansi jab lab pe aati hai 
jamana jhoom jata hai  
naa jaane koun aake  
naa jaane koun aake  
daaman-e-dil choom jata hai  
kahani kiske waado ki  
hamari dastan tak hai  
kahani kiske waado ki  
hamari dastan tak hai  
ha ha ha 
mohbbat ka ye afsaana  
jami se aasma tak hai  
 
aa aa aa aa  
milake aankh sharmana  
adaa se muskra dena hai  
tumhe kisne sikhaya hai  
tumhe kisne sikhaya hai  
kisi ka dil chura lena  
ye bijli kyon nighaon se  
hamare ashiyan tak hai   
ye bijli kyon nighaon se  
hamare ashiyan tak hai   
aa aa aa aa  
mohbbat ka ye afsaana  
jami se aasma tak hai  
 
nazar kyon milke sharmai  
koi raaj kya jaane  
samajh me kuch nahi aate  
o samajh me kuch nahi aate  
teri nazaro ke afsaane 
wahi tak hai ye nazara 
nazar jiski jaha tak hai   
wahi tak hai ye nazara  
nazar jiski jaha tak hai 
aa aa aa aa  
ha ha ha ha   
mohbbat ka ye afsaana  
jami se aasma tak hai  
aa aa aa aa  
mohbbat ka ye afsaana  
jami se aasma tak hai
 
   
 
 
			
				
				  Talwar Ka Dhani | 
				
				
				| Film cast:  | Nadira, Manhar Desai, B M Vyas, Pakku, Anwar, Maruti |  | Singer:  | Asha Bhosle, Yusuf Azad |  | Lyricist:  | Anjum Jaipuri, Gopal Singh Nepali |  | Music Director:  | Chitragupt |  | Film Director:  | Dwarka Khosla |  | External Links:  | Talwar Ka Dhani at IMDB     |  				 
				 | 
				 
			 
 | 
 | 
 
 
 | 
 |