Video of "Humko Deewana Kar Gaye" from YouTube
Humko Deewana Kar Gaye Video Thumbnail
Advertisement
Humko Deewana Kar Gaye - तुम जो ना आते तो अच्छा था
Lyrics of Humko Deewana Kar Gaye - तुम जो ना आते तो अच्छा था
tum jo na aate to achchha tha
aa ke na jate to achchha tha
tum jo na aate to achchha tha
aa ke na jate to achchha tha
tum jate jate jana hamko deewana kar gaye
tum jate jate jana hamko deewana kar gaye

dil na lagate to achchha tha
na tadpate to achchha tha
ab dil ko kya samjhana ham ko deewana kar gaye
ab dil ko kya samjhana ham ko deewana kar gaye
hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye

kabhi has lete hai kabhi ro lete hai
haal kya kar diya apne ehsaso ko
khud saja dete hai haal kya kar diya
ham the tanha achchhe bhale
mit gaye kyu vo fasle
najare churate to achchha tha
na muskurate to achchha tha
tum haste haste jana hamko deewana kar gaye
tum haste haste jana hamko deewana kar gaye
hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye

pyas kya hota hai dard kya hota hai
kuch nahi tha pata dhadhkane badhti hai
chain kyu khota hai kuch nahi hai pata
ab nahi hai apni khabar
ek nasha hai shamo shahar
kuch na batate to achchha tha
raaz chupate to achchha tha
tum milte milte jana hamko deewana kar gaye
tum milte milte jana hamko deewana kar gaye
hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye
hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye
lyrics of song Humko Deewana Kar Gaye
Poetic Translation - Lyrics of Humko Deewana Kar Gaye - तुम जो ना आते तो अच्छा था
It would have been better had you not come,
It would have been better had you not departed.
It would have been better had you not come,
It would have been better had you not departed.
Leaving, you left me, knowing, a madman,
Leaving, you left me, knowing, a madman.

It would have been better not to have loved,
It would have been better not to have tormented.
Now, how do I console this heart? You drove me mad,
Now, how do I console this heart? You drove me mad,
You drove me mad, you drove me mad.

Sometimes I laugh, sometimes I weep,
What have you done to my very soul?
I punish myself, what have you done?
I was alone, content, at peace,
Why did those distances fade?
It would have been better to avert your gaze,
It would have been better not to smile.
Smiling, you left me, knowing, a madman,
Smiling, you left me, knowing, a madman.
You drove me mad, you drove me mad.

What is thirst, what is pain?
I knew nothing of these things, my heart races,
Why does peace vanish? I did not know.
Now, I have no sense of myself,
A constant intoxication, day and night.
It would have been better not to speak,
It would have been better to hide your secrets.
Meeting, you left me, knowing, a madman,
Meeting, you left me, knowing, a madman.
You drove me mad, you drove me mad.
You drove me mad, you drove me mad.

Humko Deewana Kar Gaye (2006) - Movie Details
Film CastAkshay Kumar, Bipasha Basu, Katrina Kaif, Anil Kapoor, Bhagyashree SingerSonu Nigam, Tulsi Kumar, Himesh Reshammiya, Abhijeet Bhattacharya, Anu Malik, Sunidhi Chauhan, Alka Yagnik, Shaan, Krishna, Nandini Srikar, K K LyricistSameer Music ByAnu Malik, Himesh Reshammiya DirectorRaj Kanwar ProducerRaj Kanwar, Bhushan Kumar, Krishan Kumar External LinksHumko Deewana Kar Gaye at IMDB      Humko Deewana Kar Gaye at Wikipedia Movie at YTHumko Deewana Kar Gaye at YT    Humko Deewana Kar Gaye at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement