Video of "Humne Suni Hari Adham Udharan" from YouTube
Advertisement
Humne Suni Hari Adham Udharan - हमने सुनी हरी अधम उधारण
SingerM S Subbulakshmi
Music byS V Venkatraman, Naresh Bhattacharya
LyricistMeera Bai
CategoryReligious Songs
MovieMeera (1947)
Lyrics of Humne Suni Hari Adham Udharan - हमने सुनी हरी अधम उधारण
hamne suni hari adham udharan
hamne suni hari adham udharan
adham udharan sab jag taran
adham udharan sab jag taran
hamne suni hari adham udharan
jag ki arz garaz uthi bhayo
sankat pade so kasht niwaran
drupad suta ko cheer bandhayo
drupad suta ko cheer bandhayo
dushasan ko maran maran
hamne suni hari adham udharan
adham udharan sab jag taran
hamne suni hari adham udharan
prahlad ki pratigya rakhi
hiranykashyap udhar vidharan
meera ke prabhu mohan ji
meera ke prabhu mohan ji der bhai kin karan

Poetic Translation - Lyrics of Humne Suni Hari Adham Udharan - हमने सुनी हरी अधम उधारण
We have heard, Hari redeems the fallen,
we have heard, Hari redeems the fallen.
Redeemer of the fallen, savior of the world,
Redeemer of the fallen, savior of the world,
we have heard, Hari redeems the fallen.
The world's plea, a storm of need, arose, brothers,
in times of crisis, He alleviates pain.
He extended the cloth, for Draupadi's honor,
He extended the cloth, for Draupadi's honor,
He struck down Dushasana, He ended the stain,
we have heard, Hari redeems the fallen,
Redeemer of the fallen, savior of the world,
we have heard, Hari redeems the fallen.
He upheld Prahlad's devotion,
He shattered Hiranyakashipu's vile hold.
Meera's Lord, Mohan, Oh Beloved,
Meera's Lord, Mohan, why the delay?

Meera (1947) - Movie Details
Film CastM S Shubbulakshmi, Radha
SingerRadha, Serukalathur Sama
LyricistMeera Bai
Music ByS V Venkatraman, Naresh Bhattacharya
DirectorE S Tunda
External LinksMeera at IMDB Meera at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films