Video of "Insaan Bananewale (Female)" from YouTube
Insaan Bananewale (Female) Video Thumbnail
Advertisement
Insaan Bananewale (Female) - इंसा बनाने वाले
Lyrics of Insaan Bananewale (Female) - इंसा बनाने वाले
insaa banane wale
ye kaisi duniya banayi
hay ye kaisi duniya banayi
insaa banane wale
ye kaisi duniya banayi
hay ye kaisi duniya banayi

kahan hai mohabbat, kahan hai dosti
kahan hai mohabbat, kahan hai dosti
nafrat hai har dil me hay
insaa banane wale
ye kaisi duniya banayi
hay ye kaisi duniya banayi

tune to sabko ek banaya
jeene marne ka daur chalaya
tune to sabko ek banaya
jeene marne ka daur chalaya
insaan phir kyu bhed jataya
insaan phir kyu bhed jataya
bhula tujhko, jise tu banaya
jise tu banaya, jise tu banaya
insaa banane wale
ye kaisi duniya banayi
hay ye kaisi duniya banayi

har dil me bhagwan tu basta hai
kyu insaan tujhse dur rahta hai
har dil me bhagwan tu basta hai
kyu insaan tujhse dur rahta hai
chhodkar pyar, nafrat karta hai
chhodkar pyar, nafrat karta hai
dekh ke apna dil rota hai
dil rota hai, dil rota hai
insaa banane wale
ye kaisi duniya banayi
hay ye kaisi duniya banayi

insaa banane wale
ye kaisi duniya banayi
hay ye kaisi duniya banayi
kahan hai mohabbat, kahan hai dosti
kahan hai mohabbat, kahan hai dosti
nafrat hai har dil me hay
insaa banane wale
ye kaisi duniya banayi
hay ye kaisi duniya banayi
ye kaisi duniya banayi
hay ye kaisi duniya banayi
lyrics of song Insaan Bananewale (Female)
Aakheer (2002) - Movie Details
Film CastRavi Kishan, Pramod Moutho, Sunil Shinde, Mahavir Shah, Prabha Mishra, Divya Dwivedi, Ragesh Asthana, Vijay Arora, Prithvi, Shama Deshpande, Siddharth Dhawan, Simran External LinksAakheer at IMDB      Aakheer at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement