Video of "Is Khaak Ke Putle Ko" from YouTube
Advertisement
Is Khaak Ke Putle Ko - इस ख़ाक के पुतले को ऐ भगवान बनाके
SingerMohammed Farooqui
Music byBulo C Rani, Hansraj Behl
LyricistB R Sharma
MovieMitti Ke Khilone (1948)
Lyrics of Is Khaak Ke Putle Ko - इस ख़ाक के पुतले को ऐ भगवान बनाके
is khak ke putle ko aye bhagwan banake
aaram ke parde me parishan banake
dhokha kiya insan se insan banake
o dhokha kiya insan se insan banake
har bat pe kahta hai, ki takdir hai meri
har bat pe kahta hai, ki takdir hai meri
dunia ko samjhta hai, ki jagir hai meri
dunia ko samjhta hai, ki jagir hai meri
aur ashk me do roz ka mehman banake
aur ashk me do roz ka mehman banake
dhokha kiya insan se insan banake
o dhokha kiya insan se insan banake
jahir hai ke dunia ki har ek chiz hai paani
jahir hai ke dunia ki har ek chiz hai paani
saye me budhape ke ubharti hai jawani
saye me budhape ke ubharti hai jawani
ek khatre ko bekar ka tufan banake
ek khatre ko bekar ka tufan banake
dhokha kiya insan se insan banake
o dhokha kiya insan se insan banake
gum karda-e-mazil hai ye bhula hua raahi
gum karda-e-mazil hai ye bhula hua raahi
jata hai udhar hi jaha basti hai tabahi
jata hai udhar hi jaha basti hai tabahi
afsos akalmand ko nadaan banake
afsos akalmand ko nadaan banake
dhokha kiya insan se insan banake
o dhokha kiya insan se insan banake
aaram ke parde me parishan banake
dhokha kiya insan se insan banake
o dhokha kiya insan se insan banake
har bat pe kahta hai, ki takdir hai meri
har bat pe kahta hai, ki takdir hai meri
dunia ko samjhta hai, ki jagir hai meri
dunia ko samjhta hai, ki jagir hai meri
aur ashk me do roz ka mehman banake
aur ashk me do roz ka mehman banake
dhokha kiya insan se insan banake
o dhokha kiya insan se insan banake
jahir hai ke dunia ki har ek chiz hai paani
jahir hai ke dunia ki har ek chiz hai paani
saye me budhape ke ubharti hai jawani
saye me budhape ke ubharti hai jawani
ek khatre ko bekar ka tufan banake
ek khatre ko bekar ka tufan banake
dhokha kiya insan se insan banake
o dhokha kiya insan se insan banake
gum karda-e-mazil hai ye bhula hua raahi
gum karda-e-mazil hai ye bhula hua raahi
jata hai udhar hi jaha basti hai tabahi
jata hai udhar hi jaha basti hai tabahi
afsos akalmand ko nadaan banake
afsos akalmand ko nadaan banake
dhokha kiya insan se insan banake
o dhokha kiya insan se insan banake
Poetic Translation - Lyrics of Is Khaak Ke Putle Ko - इस ख़ाक के पुतले को ऐ भगवान बनाके
A form of dust, by the Lord, fashioned whole,
Then veiled in ease, a troubled soul.
Deceived by man, in human role,
Oh, deceived by man, in human role.
At every turn, "My fate," he cries,
At every turn, "My fate," he ties.
The world, he claims, as his domain lies,
The world, he claims, as his domain lies.
In tears, a guest for fleeting skies,
In tears, a guest for fleeting skies.
Deceived by man, in human guise,
Oh, deceived by man, in human guise.
Each worldly thing, a watery guise,
Each worldly thing, a watery guise.
In shadows old, young life now rise,
In shadows old, young life now rise.
A danger made, a useless storm's size,
A danger made, a useless storm's size.
Deceived by man, in human skies,
Oh, deceived by man, in human skies.
Lost is his goal, a wanderer's plight,
Lost is his goal, a wanderer's night.
He goes where ruin claims its right,
He goes where ruin claims its right.
Alas, the wise, to folly's height,
Alas, the wise, to folly's height.
Deceived by man, in human light,
Oh, deceived by man, in human light.
Then veiled in ease, a troubled soul.
Deceived by man, in human role,
Oh, deceived by man, in human role.
At every turn, "My fate," he cries,
At every turn, "My fate," he ties.
The world, he claims, as his domain lies,
The world, he claims, as his domain lies.
In tears, a guest for fleeting skies,
In tears, a guest for fleeting skies.
Deceived by man, in human guise,
Oh, deceived by man, in human guise.
Each worldly thing, a watery guise,
Each worldly thing, a watery guise.
In shadows old, young life now rise,
In shadows old, young life now rise.
A danger made, a useless storm's size,
A danger made, a useless storm's size.
Deceived by man, in human skies,
Oh, deceived by man, in human skies.
Lost is his goal, a wanderer's plight,
Lost is his goal, a wanderer's night.
He goes where ruin claims its right,
He goes where ruin claims its right.
Alas, the wise, to folly's height,
Alas, the wise, to folly's height.
Deceived by man, in human light,
Oh, deceived by man, in human light.
Mitti Ke Khilone (1948) - Movie Details
Film CastKaran Dewan, Nigar Sultana, Nirupa Roy, S N Tripathi, Dulari, Avtar, Tarabai, Ram
SingerShamshad Begum, Vishni Lal, Saroj
LyricistB.R. Sharma, Pandit Indra
Music ByBulo C. Rani, Hansraj Behl
DirectorPrahlad Dutt
ProducerRanjit
External LinksMitti Ke Khilone at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

