Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ishq Fana Ka Naam Hai Ishq Me Jindagi Na De - इश्क फ़ना का नाम हैं
ishq fanaa ka naam hain
ishq mein zindagi na de
ishq fanaa ka naam hain
ishq mein zindagi na de
jalwa-e-aaftaab ban
jalwa-e-aaftaab ban
zarre mein roshni na de
shauq ko rehnuma bana
shauq ko rehnuma bana
jo ho chuka kabhi na de
aag dabi huyi nikaal
aag bujhi huyi na de
tujhko khuda ka waasta
tu meri zindagi na de
tujhko khuda ka waasta
tu meri zindagi na de
jiski sahar bhi shaam ho
uski siyaah shabi na de
jalwa-e-aaftaab ban
jalwa-e-aaftaab ban
zarre mein roshni na de
ishq fanaa ka naam hai
ishq mein zindagi na de
Comments for lyrics of song "Ishq Fana Ka Naam Hai Ishq Me Jindagi Na De"
cadetjunaid on Monday, July 28, 2008 Mr. cheema.thanx alot for uploadng..hav been mssng this masterpiece so long.
Shahzad Cheema on Wednesday, July 30, 2008 u r wellcome. I will try to upload some other great ghazals by chitra and
jagjit
ijazsound on Friday, August 27, 2010 @mscheema Thanks for an excellent ghazal. Who is the poet?
Ahsan Mughal on Tuesday, November 09, 2010 poet is (Ali Sikandar) Jigar Muradabadi
basitg21 on Saturday, February 25, 2012 thanx 4 this awesome ghazal