Video of "Ishq Hai (Reprise)" from YouTube
Advertisement
Ishq Hai (Reprise)
SingerYashika Sikka, Javed Ali
Music byFaizan Hussain, Agnel Roman
LyricistArun Kumar
CategoryRemix Songs
MovieJigariyaa (2014)
Lyrics of Ishq Hai (Reprise)
ishq hai ishq hai, ishq hai ishq hai
kaise bataye kuch keh na paye
haal e dil ye kisko sunaaye
kaise bataye kuch keh na paye
haal e dil ye kisko sunaaye
anjaana sa ye kaisa nasha hai
dheere dheer se jo mujhpe chadha hai
ishq bulaaye ruka na jaaye
ishq ke aage kuch na yaha hai
ishq ibaadat, ishq hai aadat
jeene ki chaahat ishq jagaye
ishq nachaaye, ishq lubhaye
ishq sataye haye
ishq sataye haye, ishq sataye
ishq hai ishq hai, ishq hai ishq hai
ishq dava hai dava, ishq duaa hai dua
ishq wafa hai wafa, ishq saza hai saza
ishq nasha hai nasha, ishq khala hai khala
ishq adaa hai ada, ishq bala hai bala
samjho naino se naino ki bhasha
bin bataaye sab keh jaaye
samjho naino se naino ki bhasha
bin bataaye sab keh jaaye
huaa ye kaisa tera asar hai
khaamoshi mein bhi tera basar hai
ishq ka kaagaz mann ki ibaarat
nayi riwayat ishq sikhaye
ishq hai mazhab, ishq hai maqtab
rab ki inaayat ishq dilaaye
ishq rijhaaye ishq banaaye
ishq mitaaye haaye
ishq mitaaye haaye
ishq mitaaye
ishq hai ishq hai
ishq hai ishq hai
ishq dava hai dava, ishq duaa hai dua
ishq wafa hai wafa, ishq saza hai saza
ishq nasha hai nasha, ishq khala hai khala
ishq adaa hai ada, ishq bala hai bala
ishq khaara hai khara, ishq dhara hai dhara
ishq khuda hai khuda, ishq khuda hai khuda
ishq dava hai dava, ishq duaa hai duaa
ishq wafaa hai wafa, ishq sazaa hai saza
ishq hai, ishq hai ishq hai
ishq hai, ishq hai ishq hai
ishq hai
kaise bataye kuch keh na paye
haal e dil ye kisko sunaaye
kaise bataye kuch keh na paye
haal e dil ye kisko sunaaye
anjaana sa ye kaisa nasha hai
dheere dheer se jo mujhpe chadha hai
ishq bulaaye ruka na jaaye
ishq ke aage kuch na yaha hai
ishq ibaadat, ishq hai aadat
jeene ki chaahat ishq jagaye
ishq nachaaye, ishq lubhaye
ishq sataye haye
ishq sataye haye, ishq sataye
ishq hai ishq hai, ishq hai ishq hai
ishq dava hai dava, ishq duaa hai dua
ishq wafa hai wafa, ishq saza hai saza
ishq nasha hai nasha, ishq khala hai khala
ishq adaa hai ada, ishq bala hai bala
samjho naino se naino ki bhasha
bin bataaye sab keh jaaye
samjho naino se naino ki bhasha
bin bataaye sab keh jaaye
huaa ye kaisa tera asar hai
khaamoshi mein bhi tera basar hai
ishq ka kaagaz mann ki ibaarat
nayi riwayat ishq sikhaye
ishq hai mazhab, ishq hai maqtab
rab ki inaayat ishq dilaaye
ishq rijhaaye ishq banaaye
ishq mitaaye haaye
ishq mitaaye haaye
ishq mitaaye
ishq hai ishq hai
ishq hai ishq hai
ishq dava hai dava, ishq duaa hai dua
ishq wafa hai wafa, ishq saza hai saza
ishq nasha hai nasha, ishq khala hai khala
ishq adaa hai ada, ishq bala hai bala
ishq khaara hai khara, ishq dhara hai dhara
ishq khuda hai khuda, ishq khuda hai khuda
ishq dava hai dava, ishq duaa hai duaa
ishq wafaa hai wafa, ishq sazaa hai saza
ishq hai, ishq hai ishq hai
ishq hai, ishq hai ishq hai
ishq hai
Jigariyaa (2014) - Movie Details
Film CastHarshvardhan Deo, Cherry Mardia, K K Raina, Navni Parihar, Deepak Chadha, Virendra Saxena, Natasha Rastogi, Vinita Malik, Mohit Baghel, Ketan Singh
SingerJaved Ali, Vikrant Bhartiya, Aishwarya Majmudar, Prajakta Shukre, Roop Kumar Rathod, Javed Bashir, Suchi, Jatinder Pal Singh, Yashika Sikka, Manjira Ganguly, Agnel Roman
LyricistArun Kumar, Faraaz Ahmed, Agnel Roman
Music ByAgnel Roman, Faizan Hussain, Raj - Prakash
DirectorRaj Purohit
ProducerVinod Bachchan, Raju Chadha
External LinksJigariyaa at IMDB Jigariyaa at Wikipedia
Movie at YTJigariyaa at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
