Video of "Iska Naam Hai Jeevan Dhara Iska Koi Nahi Kinara" from YouTube
Iska Naam Hai Jeevan Dhara Iska Koi Nahi Kinara Video Thumbnail
Advertisement
Iska Naam Hai Jeevan Dhara Iska Koi Nahi Kinara - इसका नाम है जीवन धारा इसका कोई नही किनारा
Lyrics of Iska Naam Hai Jeevan Dhara Iska Koi Nahi Kinara - इसका नाम है जीवन धारा इसका कोई नही किनारा
o iska naam hai jiwan dhara
iska koi nahi kinara iska koi nahi kinara
hum pani ke katare hum pani ke katare
ghera sagar hai ye jag sara iska naam hai jiwan dhara
iska koi nahi kinara iska koi nahi kinara

kabhi jo asha banti hai vahi nirasha banti hai
kabhi jo asha banti hai vahi nirasha banti hai
asha or nirasha ka bas jhutha khel ye sara
bas jhutha khel ye sara
iska naam hai jiwan dhara
iska koi nahi kinara iska koi nahi kinara
lyrics of song Iska Naam Hai Jeevan Dhara Iska Koi Nahi Kinara
Poetic Translation - Lyrics of Iska Naam Hai Jeevan Dhara Iska Koi Nahi Kinara - इसका नाम है जीवन धारा इसका कोई नही किनारा
A river named Life, it flows without shore,
Boundless expanse, forevermore.
We are droplets, tiny and frail,
In the ocean of cosmos, a sorrowful gale.
We are droplets, tiny and frail.

Hope takes form, then swiftly it fades,
Turning to darkness, in life's masquerades.
A false game of fortune, a fleeting display,
Hope and despair, that steal and then sway.
A false game of fortune, the whole world's array.
A river named Life, it flows without shore,
Boundless expanse, forevermore.

Jeevan Dhaara (1982) - Movie Details
Film CastRaj Babbar, Rekha, Amol Palekar, Kanwaljeet Singh, Simple Kapadia, Madhu Kapoor, Sulochana, Kumud Bole, Padma Chavan, Rakesh Roshan, Suresh Chatwal, Karan Razdan, Javed, Baby Pinky, Harish, Rajesh, Prema Narayan, R.R. Venkat Rao, Ramchandra SingerAlka Yagnik, Anuradha Paudwal, Asha Bhosle, Kavita Krishnamurthy, Kishore Kumar, S.P.Balasubramaniam, Saleem Shahzaad Prem Raagi, Suresh Wadkar LyricistAnand Bakshi Music ByLaxmikant Kudalkar, Pyarelal DirectorT Rama Rao ProducerA V Subba Rao, Amarnath, Laxman External LinksJeevan Dhaara at IMDB      Jeevan Dhaara at Wikipedia Movie at YTJeevan Dhaara at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement