Video of "Iss Reshami Pajeb Kee Jhankar Ke Sadake" from YouTube
Iss Reshami Pajeb Kee Jhankar Ke Sadake Video Thumbnail
Advertisement
Iss Reshami Pajeb Kee Jhankar Ke Sadake - इस रेशमी पाज़ेब की झंकार के सदके
Lyrics of Iss Reshami Pajeb Kee Jhankar Ke Sadake - इस रेशमी पाज़ेब की झंकार के सदके
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
jisne yeh pahnaayi hai us dildar ke sadke
jisne yeh pahnaayi hai us dildar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke

us julf ke kurban lab-o-ruksar ke sadke
us julf ke kurban lab-o-ruksar ke sadke
har jalwa tha ik shola husn-e-yar ke sadke
har jalwa tha ik shola husn-e-yar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke

jawani mangati thi yeh hasin jhankar barso se
jawani mangati thi yeh hasin jhankar barso se
tamanna bun rahi thi dhadakno ke tar barso se
chhup-chhup ke aane wale
chhup-chhup ke aane wale tere pyar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke

jawani so rahi thi husn ki rangin panaho me
jawani so rahi thi husn ki rangin panaho me
chura laye ham unke najani jalwe nigaho me
chura laye ham unke najani jalwe nigaho me
kismat se jo huwa hai us didar ke sadke
kismat se jo huwa hai us didar ke sadke
us julf ke kurban lab-o-ruksar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke

najar lahra rahi hai jist pe masti si chhayi hai
najar lahra rahi hai jist pe masti si chhayi hai
dubara dekhne ki shauk ne halchal machai hai
dubara dekhne ki shauk ne halchal machai hai
dil ko jo lag gaya hai us ajar ke sadke
dil ko jo lag gaya hai us ajar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
us julf ke kurban lab-o-ruksar ke sadke
jisne yeh pahnaayi hai us dildar ke sadke
jisne yeh pahnaayi hai us dildar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
is reshami pajeb ki jhankar ke sadke
lyrics of song Iss Reshami Pajeb Kee Jhankar Ke Sadake
Poetic Translation - Lyrics of Iss Reshami Pajeb Kee Jhankar Ke Sadake - इस रेशमी पाज़ेब की झंकार के सदके
For the sake of this silken anklet's chime,
For the sake of the one who laced it, divine.
For the sake of this silken anklet's chime.

Sacrifice to those tresses, lips, and cheeks so fair,
Each glimmer, a flame, for the beloved's flair.
For the sake of this silken anklet's chime.
For the sake of this silken anklet's chime.

Youth had craved this beautiful sound for years,
Desire weaving threads of heart's tears.
For your love, arriving in shadows, concealed,
For your love, arriving in shadows, revealed,
For the sake of this silken anklet's chime.
For the sake of this silken anklet's chime.

Youth slumbered in beauty's vibrant embrace,
We stole her graceful glances, time and space.
By fate's grace, that vision, a moment so bright,
By fate's grace, that vision, filled with light,
For the sake of that blessed sight.
Sacrifice to those tresses, lips, and cheeks so fair,
For the sake of this silken anklet's chime.

The gaze now dances, life imbued with glee,
Yearning stirs, a restless energy.
For that ache the heart has embraced with grace,
For that ache the heart has embraced with grace,
For the sake of this silken anklet's chime.
Sacrifice to those tresses, lips, and cheeks so fair,
For the sake of the one who laced it, divine.
For the sake of the one who laced it, divine.
For the sake of this silken anklet's chime.
For the sake of this silken anklet's chime.

Laila Majnu (1976) - Movie Details
Film CastRishi Kapoor, Ranjeeta, Danny Denzongpa, Asrani, Raza Murad, Paintal, Ranjeet, Iftekhar, Mumtaz Begum, Sunder, Achla Sachdev, Preeti Ganguli, Master Tito, Kamal Kapoor, Sudhir, Murad, Aruna Irani, Kim, Abrar Alvi, Jagdish Raaj, Kamal Deep, Tom Alter, Ram Avtar, Dilip Dutt, Feroz SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shankar Shambhu, Aziz Nazan, Ambar Kumar, Preeti Sagar, Anuradha Paudwal, Raj Kumar Rizvi LyricistSahir Ludhianvi Music ByMadan Mohan, Jaidev DirectorH S Rawal ProducerNand Mirani, Ram B C, Seeroo Daryanani External LinksLaila Majnu at IMDB      Laila Majnu at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement