Video of "Itne Kareeb Ho Mere" from YouTube
Itne Kareeb Ho Mere Video Thumbnail
Advertisement
Itne Kareeb Ho Mere - इतने करीब हो मेरे नजरे उठा के क्या करूँ
Lyrics of Itne Kareeb Ho Mere - इतने करीब हो मेरे नजरे उठा के क्या करूँ
itne kareeb ho mere najre utha ke kya karu
itne kareeb ho mere najre utha ke kya karu
dil mein base huye ho tum
dil mein base huye ho tum lab ko hila ke kya karu
itne kareeb ho mere najre utha ke kya karu
tumsa jo hamsafar diya tumsa jo rahnima diya
tumsa jo hamsafar diya tumsa jo rahnima diya
apne khuda ka shukr main
apne khuda ka shukr main kaise bhala ada karu
itne kareeb ho mere

ishq hai kya ishq hai kya khabar nahi
dil mein hai bas ye aarju
ishq hai kya ishq hai kya khabar nahi
dil mein hai bas ye aarju tere liye
ha tere liye ha tere liye jiya karu
tere liye jiya karu tere liye karu
itne kareeb ho mere

tu hi namaaj hai meri tu hi hai meri sadhna
tu hi namaaj hai meri tu hi hai meri sadhna
sajade mein dil chala gaya
sajade mein dil chala gaya sar ko jhuka ke kya karu
sajade mein dil chala gaya
sajade mein dil chala gaya sar ko jhuka ke kya karu
itne kareeb ho mere najare utha ke kya karu
dil mein base huye ho tum
dil mein base huye ho tum lab ko hila ke kya karu
itne kareeb ho mere, itne kareeb ho mere
itne kareeb ho mere
lyrics of song Itne Kareeb Ho Mere
Poetic Translation - Lyrics of Itne Kareeb Ho Mere - इतने करीब हो मेरे नजरे उठा के क्या करूँ
So near, how can I lift my gaze?
So near, how can I lift my gaze?
You dwell within my heart,
You dwell within my heart, why move my lips to speak?
So near, how can I lift my gaze?

A companion like you, a guide so true,
A companion like you, a guide so true,
How can I give thanks,
How can I give thanks, to my God above?
So near...

What is love? I do not know,
Only a longing in my heart,
What is love? I do not know,
Only a longing in my heart, for you,
Yes, for you, yes, for you, to live,
For you to live, for you to die,
So near...

You are my prayer, my devotion true,
You are my prayer, my devotion true,
My heart has bowed in worship,
My heart has bowed in worship, why bow my head?
My heart has bowed in worship,
My heart has bowed in worship, why bow my head?
So near, how can I lift my gaze?
You dwell within my heart,
You dwell within my heart, why move my lips to speak?
So near, so near,
So near...

Chaahat (Album) (2003) - Movie Details
SingerShubha Mudgal LyricistManju Sanghi Music ByShubha Mudgal, Aneesh Pradhan
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement