Video of "Jaaegaa Jab Yahaan Se Kuchh Bhi Na Paas Hogaa" from YouTube
Jaaegaa Jab Yahaan Se Kuchh Bhi Na Paas Hogaa Video Thumbnail
Advertisement
Jaaegaa Jab Yahaan Se Kuchh Bhi Na Paas Hogaa - जाएगा जब यहाँ से कुछ भी ना पास होगा
Lyrics of Jaaegaa Jab Yahaan Se Kuchh Bhi Na Paas Hogaa - जाएगा जब यहाँ से कुछ भी ना पास होगा
jaaegaa jab yaha se kuchh bhi na paas hoga
do gaz kafan kaa tukda tera libaas hoga
jaaegaa jab yaha se
jaaegaa jab yaha se kuchh bhi na paas hoga
do gaz kafan kaa tukda tera libaas hoga
jaaegaa jab yaha se

matlab ki hai ye duniya
matlab ki hai ye duniya, kyaa apne kyaa paraaye
koi naa saath aayaa, koi naa saath jaae
do din ki zindagi hai
do din ki zindagi hai, kar le jo dil me aaye
jaaegaa jab yaha se kuchh bhi na paas hoga
do gaz kafan kaa tukda tera libaas hoga
jaaegaa jab yaha se

ye thaat-baat tera, ye aan-baan teri
ye thaat-baat tera, ye aan-baan teri
rah jaaegi yahi par
rah jaaegi yahi par, ye saari shaan teri
itni hai ae musaafir
itni hai ae musaafir bas daasta teri
jaaegaa jab yaha se kuchh bhi na paas hoga
do gaz kafan kaa tukda tera libaas hoga
jaaegaa jab yaha se
lyrics of song Jaaegaa Jab Yahaan Se Kuchh Bhi Na Paas Hogaa
Poetic Translation - Lyrics of Jaaegaa Jab Yahaan Se Kuchh Bhi Na Paas Hogaa - जाएगा जब यहाँ से कुछ भी ना पास होगा
When you depart, nothing shall you hold,
Save two yards of shroud, your story told.
When you depart.

When you depart, nothing shall you hold,
Save two yards of shroud, your story told.
When you depart.

A world of self, this fleeting stage,
What kin, what stranger, in life's cage?
None will join, none will stay,
Two days the breath, come what may.
When you depart, nothing shall you hold,
Save two yards of shroud, your story told.
When you depart.

Your grandeur, your pride, a fleeting show,
Your grandeur, your pride, a fading glow,
All here it stays, a memory's gleam,
Your pomp and show, a fading dream.
So brief, O traveler, the tale you weave,
Your mortal dance, the soul to receive.
When you depart, nothing shall you hold,
Save two yards of shroud, your story told.
When you depart.

Moti Mahal (1952) - Movie Details
Film CastAjit, Jeevan, Veera, Baby Tabassum, Satish, Suraiya SingerDevendra, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Suraiya LyricistAssad Bhopali, Prem Dhawan Music ByHans Raj Behl DirectorRavindra Dave External LinksMoti Mahal at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement