Video of "Jaane Kahan Dekha Hai, Kahan Dekha Hai Tumhe" from YouTube
Jaane Kahan Dekha Hai, Kahan Dekha Hai Tumhe Video Thumbnail
Advertisement
Jaane Kahan Dekha Hai, Kahan Dekha Hai Tumhe - जाने कहा देखा है कहा देखा है तुम्हे
Lyrics of Jaane Kahan Dekha Hai, Kahan Dekha Hai Tumhe - जाने कहा देखा है कहा देखा है तुम्हे
jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe
jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe
jagi jagi ankhiyo ke sapno mein
jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

jamuna kinare
jamuna kinare kabhi bhigi bhigi choli me
sawre ke sang kabhi
sanwre ke sang kabhi gopiyo ki toli me
kaha kaha pucha hai kaha kaha dhoondha hai
kaha dekha hai tumhe
jagi jagi ankhiyo ke sapno me
jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

ravi ke kinare jaha heer ki saheliya
puchti hai ranjhe wali pyar ki paheliya
kaha kaha pucha hai kaha kaha dhoondha hai
kaha dekha hai tumhe
jagi jagi ankhiyo ke sapno mein
jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

nil ke kinare
nil ke kinare kabhi sham ke ujalo mein
jhule ka pukara
jhule ka pukara hai tumko khyalo mein
kaha kaha puchha hai kaha kaha dhoondha hai
kaha dekha hai tumhe
jagi jagi ankhiyo ke sapno mein
jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

lyrics of song Jaane Kahan Dekha Hai, Kahan Dekha Hai Tumhe
Poetic Translation - Lyrics of Jaane Kahan Dekha Hai, Kahan Dekha Hai Tumhe - जाने कहा देखा है कहा देखा है तुम्हे
Where have I seen you, where have I seen you?
Where have I seen you, where have I seen you?
In the dreams of my waking eyes,
Where have I seen you, where have I seen you?

By the Yamuna's shore,
By the Yamuna, in a drenched blouse,
With the dark one, sometimes,
With the dark one, sometimes, in the gathering of gopis,
Where, oh where, have I asked, where have I sought?
Where have I seen you?
In the dreams of my awake eyes,
Where have I seen you, where have I seen you?

By the Ravi's banks, where Heer's friends,
Ask the riddles of Ranjha's love,
Where, oh where, have I asked, where have I sought?
Where have I seen you?
In the dreams of my waking eyes,
Where have I seen you, where have I seen you?

By the Nile's embrace,
By the Nile, in the evening's glow,
The swing's call,
The swing has called to you in thoughts,
Where, oh where, have I asked, where have I sought?
Where have I seen you?
In the dreams of my waking eyes,
Where have I seen you, where have I seen you?

Biwi Aur Makan (1966) - Movie Details
Film CastBiswajeet, Kalpana, Mehmood, Shabanam, Ashish Kumar, Badri Prasad, Bipin Gupta, Padma SingerManna Dey, Mohammed Rafi, Manna Dey, Hemant Kumar, Ghulam Mohammad, S. Balbir LyricistGulzar Music ByHemant Kumar DirectorHrishikesh Mukherjee External LinksBiwi Aur Makan at IMDB      Biwi Aur Makan at Wikipedia Movie at YTBiwi Aur Makan at YT    Biwi Aur Makan at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement