Video of "Jane Thi Kaisi Raho Mein Ye Jindagi" from YouTube
Advertisement
Jane Thi Kaisi Raho Mein Ye Jindagi - जाने थी कैसी राहों में ये जिन्दगी
Lyrics of Jane Thi Kaisi Raho Mein Ye Jindagi - जाने थी कैसी राहों में ये जिन्दगी
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
chhaayi thi in nigaahon mein berangi si
phir hamko mil gaye tum
to ab saare mausamo mein
ghul gaye hai rang se
to ab saare mausamo mein
ghul gaye hai rang se
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
chhaayi thi in nigaahon mein berangi si
phir hamko mil gaye tum
to ab saare mausamo mein
ghul gaye hai rang se
to ab saare mausamo mein
ghul gaye hai rang se
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
tum bin tha lagta kuchh kho gaya hai
kisko bataate kya ho gaya hai
tum bin kahe kya kaisi kami thi
palkon mein chhupke rehti nami thi
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
chhaayi thi in nigaahon mein berangi si
phir hamko mil gaye tum
to ab saare mausamo mein
ghul gaye hai rang se
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
tum mil gaye ho, to sab mila hai
jine ka hamko matlab mila hai
ab muskuraata har ek pal hai
lagta hai jina kitna sehal hai
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
chhaayi thi in nigaahon mein berangi si
phir hamko mil gaye tum
to ab saare mausamo mein
ghul gaye hai rang se
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
chhaayi thi in nigaahon mein berangi si
phir hamko mil gaye tum
to ab saare mausamo mein
ghul gaye hai rang se
to ab saare mausamo mein
ghul gaye hai rang se
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
chhaayi thi in nigaahon mein berangi si
phir hamko mil gaye tum
to ab saare mausamo mein
ghul gaye hai rang se
to ab saare mausamo mein
ghul gaye hai rang se
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
tum bin tha lagta kuchh kho gaya hai
kisko bataate kya ho gaya hai
tum bin kahe kya kaisi kami thi
palkon mein chhupke rehti nami thi
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
chhaayi thi in nigaahon mein berangi si
phir hamko mil gaye tum
to ab saare mausamo mein
ghul gaye hai rang se
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
tum mil gaye ho, to sab mila hai
jine ka hamko matlab mila hai
ab muskuraata har ek pal hai
lagta hai jina kitna sehal hai
jaane thi kaisi raahon mein ye jindagi
chhaayi thi in nigaahon mein berangi si
phir hamko mil gaye tum
to ab saare mausamo mein
ghul gaye hai rang se
Poetic Translation - Lyrics of Jane Thi Kaisi Raho Mein Ye Jindagi - जाने थी कैसी राहों में ये जिन्दगी
The path of life, I knew it not,
A monochrome, the world I'd caught.
A muted gaze, a somber hue,
Until I found, and then, found you.
Now, in all seasons, colors blend,
Colors of life that know no end.
Now, in all seasons, colors blend.
The path of life, I knew it not.
Without your light, a loss I knew,
A secret ache, I hid from view.
What words could tell, what loss I bore?
A hidden dampness, evermore.
The path of life, I knew it not,
A monochrome, the world I'd caught.
Until I found, and then, found you.
Now, in all seasons, colors blend.
The path of life, I knew it not.
With you beside, all's now complete,
The meaning of my life, I meet.
Each moment smiles, a gentle grace,
How easy life, with you in place.
The path of life, I knew it not,
A monochrome, the world I'd caught.
Until I found, and then, found you.
Now, in all seasons, colors blend.
A monochrome, the world I'd caught.
A muted gaze, a somber hue,
Until I found, and then, found you.
Now, in all seasons, colors blend,
Colors of life that know no end.
Now, in all seasons, colors blend.
The path of life, I knew it not.
Without your light, a loss I knew,
A secret ache, I hid from view.
What words could tell, what loss I bore?
A hidden dampness, evermore.
The path of life, I knew it not,
A monochrome, the world I'd caught.
Until I found, and then, found you.
Now, in all seasons, colors blend.
The path of life, I knew it not.
With you beside, all's now complete,
The meaning of my life, I meet.
Each moment smiles, a gentle grace,
How easy life, with you in place.
The path of life, I knew it not,
A monochrome, the world I'd caught.
Until I found, and then, found you.
Now, in all seasons, colors blend.
Strangers (2007) - Movie Details
Film CastKay Kay Menon, Jimmy Sheirgill, Nandana Sen, Sonali Kulkarni
SingerSunidhi Chauhan, Sonu Nigam, Shreya Ghoshal, Lata Mangeshkar, Vinay Tiwari, Band Black, Romy
LyricistJaved Akhtar
Music ByVinay Tiwari
DirectorAnand L Rai
ProducerRaj Kundra, Uday Tiwari
External LinksStrangers at IMDB Strangers at Wikipedia
Movie at YTStrangers at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

