Video of "Jaaoge Thes Lagaa Ke Bahut Pachhataaoge" from YouTube
Jaaoge Thes Lagaa Ke Bahut Pachhataaoge Video Thumbnail
Advertisement
Jaaoge Thes Lagaa Ke Bahut Pachhataaoge - जाओगे ठेस लगा के बहुत पछताओगे
Lyrics of Jaaoge Thes Lagaa Ke Bahut Pachhataaoge - जाओगे ठेस लगा के बहुत पछताओगे
jaaoge thes lagaa ke bahut pachhataoge baalam
jaaoge thes lagaa ke bahut pachhataoge baalam
jaaoge thes lagaa ke

koi kami to hogi na mujh bin
yaad meri par aayegi jis din
yaad meri par aayegi jis din
pahro udaas phiroge mohe jo nahi paaoge baalam
pahro udaas phiroge mohe jo nahi paaoge baalam
jaaoge thes lagaa ke bahut pachhataoge baalam
jaaoge thes lagaa ke

kaali ghataa jab royegi aa ke
ruk jaaoge tum kuchh gaate-gaate
ruk jaaoge tum kuchh gaate-gaate
puchhegaa koi jo tumse to kuchh naa bataaoge baalam
puchhegaa koi jo tumse to kuchh naa bataaoge baalam
jaaoge thes lagaa ke bahut pachhataoge baalam
jaaoge thes lagaa ke

jaate ho jaao ankhiyaan badalke
kar dungi jab jiyaa tumhi pe sadke
kar dungi jab jiyaa tumhi pe sadke
baahon me mujhko uthaake gale se lag jaaoge baalam
baahon me mujhko uthaake gale se lag jaaoge baalam
jaaoge thes lagaa ke bahut pachhataoge baalam
jaaoge thes lagaa ke
lyrics of song Jaaoge Thes Lagaa Ke Bahut Pachhataaoge
Poetic Translation - Lyrics of Jaaoge Thes Lagaa Ke Bahut Pachhataaoge - जाओगे ठेस लगा के बहुत पछताओगे
You will wound, then deeply rue, my love,
You will wound, then deeply rue, my love,
You will wound,

There will be a void, a lack, without me,
My memory will haunt, you'll see,
My memory will haunt, you'll see,
You'll wander, heavy-hearted, when you find me gone, my love,
You'll wander, heavy-hearted, when you find me gone, my love,
You will wound, then deeply rue, my love,
You will wound.

When dark clouds weep, arriving near,
You'll pause, mid-song, consumed by fear,
You'll pause, mid-song, consumed by fear,
If asked, you'll offer silence, not a word, my love,
If asked, you'll offer silence, not a word, my love,
You will wound, then deeply rue, my love,
You will wound.

Go then, turn your gaze away,
I'll offer all my soul this day,
I'll offer all my soul this day,
You'll lift me to your arms, and then embrace, my love,
You'll lift me to your arms, and then embrace, my love,
You will wound, then deeply rue, my love,
You will wound.

Fareb (1953) - Movie Details
Film CastKishore Kumar, Shakuntala Paranjpye, Amar, Maya Das, Lalita Pawar, Zohra Sehgal SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar LyricistMajrooh Sultanpuri Music ByAnil Biswas DirectorShahid Lateef External LinksFareb at IMDB      Fareb at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement