Video of "Jaaun Main Kahaan Ye Zamin Ye Jahaan Chhod Ke" from YouTube
Jaaun Main Kahaan Ye Zamin Ye Jahaan Chhod Ke Video Thumbnail
Advertisement
Jaaun Main Kahaan Ye Zamin Ye Jahaan Chhod Ke - जाऊँ मैं कहाँ ये जमीन ये जहां छोड़ के
Lyrics of Jaaun Main Kahaan Ye Zamin Ye Jahaan Chhod Ke - जाऊँ मैं कहाँ ये जमीन ये जहां छोड़ के
jaaun main kahaan haye jaaun main kahaan
ye zamin ye jahaan chhod ke
raah me mujhe chal diyaa kaarva chhod ke
jaaun main kahaan
ye zamin ye jahaan chhod ke
raah me mujhe chal diyaa
kaarva chhod ke jaaun main kahaan

ye bhigi bhigi raate ye ghumad ghumad barsaate
aise me dil se kar le do chaar nazar ki baate
ye bhigi bhigi raate ye ghumad ghumad barsaate
aise me dil se kar le do chaar nazar ki baate
baaho me aake so jaa so jaa kho jaa
jaaun main kahaan ye zamin ye jahaan chhod ke
raah me mujhe chal diyaa
kaarva chhod ke jaaun main kahaan

raat guzarati jaaye aas nazar naa aaye
raat guzarati jaaye aas nazar naa aaye
ro naa sakun ab rote rote aansu bhi sharmaaye
ho jaaun mai kahaan
ye zamin ye jahaan chhod ke
raah me mujhe chal diyaa
kaarva chhod ke jaaun main kahaan

ye bhigi bhigi raate ye ghumad ghumad barsaate
aise me dil se kar le do chaar nazar ki baate
ye bhigi bhigi raate ye ghumad ghumad barsaate
aise me dil se kar le do chaar nazar ki baate
baaho me aake so jaa so jaa kho jaa
lyrics of song Jaaun Main Kahaan Ye Zamin Ye Jahaan Chhod Ke
Poetic Translation - Lyrics of Jaaun Main Kahaan Ye Zamin Ye Jahaan Chhod Ke - जाऊँ मैं कहाँ ये जमीन ये जहां छोड़ के
Where do I go, oh where do I go?
Leaving this earth, this world behind,
The caravan marched on, leaving me behind,
Where do I go?

These nights, soaked, these gathering rains,
In such a moment, let heart's gaze converse,
These nights, soaked, these gathering rains,
In such a moment, let heart's gaze converse,
Come to my arms, sleep, be lost, be lost,
Where do I go?
Leaving this earth, this world behind,
The caravan marched on, leaving me behind,
Where do I go?

Night slips away, hope nowhere near,
Night slips away, hope nowhere near,
I can't weep now, tears shy away,
Where can I be?
Leaving this earth, this world behind,
The caravan marched on, leaving me behind,
Where do I go?

These nights, soaked, these gathering rains,
In such a moment, let heart's gaze converse,
These nights, soaked, these gathering rains,
In such a moment, let heart's gaze converse,
Come to my arms, sleep, be lost, be lost.

Miss India (1957) - Movie Details
Film CastNargis Dutt, Pradeep Kumar, Pran, Nishi, Shammi, I S Johar, Minu Mumtaz SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Manna Dey LyricistRajendra Krishan Music ByS D Burman DirectorI S Johar External LinksMiss India at IMDB       Movie at YTMiss India at YT    Miss India at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement