Video of "Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi" from YouTube
Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi Video Thumbnail
Advertisement
Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi - जब भी आती हैं तेरी याद
Lyrics of Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi - जब भी आती हैं तेरी याद
jab bhi aati hain teri yaad
kabhi shaam ke baad
aur badh jaati hain
afsoorda dili shaam ke baad
jab bhi aati hain teri yaad
kabhi shaam ke baad

ab iraado pe bharosa hain
na tauba pe yaki
mujhko le jaa re kahan
tashnalabi shaam ke baad

yu to har lamha teri
yaad ka bojhal gujra
dil ko mehsoos huyi
teri kami shaam ke baad

yu to kuch shaam se
pehle bhi udaasi thi adeeb
ab to kuch aur badhi
dil ki lagi shaam ke baad
aur badh jaati hain
afsoorda dili shaam ke baad
jab bhi aati hain teri yaad
kabhi shaam ke baad
lyrics of song Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi
Poetic Translation - Lyrics of Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi - जब भी आती हैं तेरी याद
When your memory descends,
After the twilight's hush,
My sorrow deepens,
After the twilight's hush,
When your memory descends,
After the twilight's hush.

No faith in plans remains,
Nor trust in turning back,
Where do I journey now,
Thirsting, after the twilight's hush?

Each moment, heavy with
The burden of your thought,
My heart felt the ache,
Of your absence, after the twilight's hush.

Though sadness lingered
Even before the dusk,
Now it swells further,
The heart's affliction, after the twilight's hush,
My sorrow deepens,
After the twilight's hush,
When your memory descends,
After the twilight's hush.

Rare Gems (Jagjit Singh) - Movie Details
SingerJagjit Singh, Chitra Singh LyricistMomin, Zauq, Jigar Moradabadi, Mir Taqi Mir, Daag Dehlavi Music ByJagjit Singh, C K Chauhan, Ghulam Ali
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement