Video of "Jab Jab Bahaar Aaye Aur Phul Muskuraye" from YouTube
Jab Jab Bahaar Aaye Aur Phul Muskuraye Video Thumbnail
Advertisement
Jab Jab Bahaar Aaye Aur Phul Muskuraye - जब जब बहार आई और फूल मुस्कुराये
Lyrics of Jab Jab Bahaar Aaye Aur Phul Muskuraye - जब जब बहार आई और फूल मुस्कुराये
jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye
mujhe tum yaad aayi mujhe tum yaad aaye
jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye
jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

apna koi taraana maine nahi banaya
apna koi taraana maine nahi banaya
tumne mere labo pe har ek sur sajaya
o jab jab mere tarane duniya ne gungunaye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

ek pyar aur wafa ki tasvir manta hu
ek pyar aur wafa ki tasvir manta hu
tasvir kya tumhe taqdeer manta hu
o dekhi najar ne khushiya ya dekhe gam ke saye

mumkin hai jindgani kar jaye bewfayi
mumkin hai jindgani kar jaye bewfayi
lekin ye pyar vo hai jisme nahi judayi
is pyar ke fasane jab jab jubaa pe aaye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye
jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye
mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye
lyrics of song Jab Jab Bahaar Aaye Aur Phul Muskuraye
Poetic Translation - Lyrics of Jab Jab Bahaar Aaye Aur Phul Muskuraye - जब जब बहार आई और फूल मुस्कुराये
Each spring's embrace, as blossoms softly bloom,
You rise in thought, within this silent room.
Each spring's rebirth, as petals softly gleam,
You fill my soul, a cherished, waking dream.
When moon ascends, and starlight starts to gleam,
Your memory pervades my every stream.

No song was mine, no melody I knew,
No song was mine, my heart's unspoken hue.
Your breath, the note, that on my lips once grew,
And when my song through worldly hearts flew,
My soul remembers, whispers only you.

A portrait held, of love's unwavering vow,
A portrait born, I cherish even now.
Not just a glimpse, but fate's compelling bow,
Through joy or tears, when shadows softly bow,
My heart remembers, whispers only you.

Though life may stray, its course unknown and vast,
Though life may stray, its future overcast.
This love we share, no parting ever cast,
When tales of love, forever gently passed,
My heart remembers, whispers only you.
Each spring's embrace, as blossoms softly bloom,
You rise in thought, within this silent room.

Taqdeer (1967) - Movie Details
Film CastBharat Bhushan, Farida Jalal, Shalini, Kajal, Shushil, Jalal Aga, Johnny Walker, Kamal Kapoor, Agha, Ajay, Dinesh, Subhash Ghai SingerLata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Meena, Mohammed Rafi, Sulakhshana Pandit, Usha Mangeshkar LyricistAnand Bakshi Music ByLaxmikant Kudalkar, Pyarelal DirectorA Salaam ProducerTarachand Barjatya External LinksTaqdeer at IMDB      Taqdeer at Wikipedia Movie at YTTaqdeer at YT    Taqdeer at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement