Video of "Jab Koi Baat Bigad Jaae, Jab Koi Mushkil Pad Jaae" from YouTube
Jab Koi Baat Bigad Jaae, Jab Koi Mushkil Pad Jaae Video Thumbnail
Advertisement
Jab Koi Baat Bigad Jaae, Jab Koi Mushkil Pad Jaae - जब कोई बात बिगड़ जाए, जब कोई मुश्किल पड़ जाए
Lyrics of Jab Koi Baat Bigad Jaae, Jab Koi Mushkil Pad Jaae - जब कोई बात बिगड़ जाए, जब कोई मुश्किल पड़ जाए
jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil pad jae
tum dena saath mera, o, hamnava
jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil pad jae
tum dena saath mera, o, hamnava
na koi hai, na koi tha, zindagi me tumhare siva
tum dena saath mera, o, hamnava
tum dena saath mera, o, hamnava

ho chandni jab tak raat, deta hai har koi sath
tum magar andhero me, na chhod na mera haath

vafadari ki vo rasme, nibhaenge ham to kasme
ke ek bhi sans zindagi ki, jab tak ho apne basme

dil ko mere hua yaki, ham pahle bhi mile kahi
silsila ye sadiyo ka, koi aaj ki baat nahi

lyrics of song Jab Koi Baat Bigad Jaae, Jab Koi Mushkil Pad Jaae
Poetic Translation - Lyrics of Jab Koi Baat Bigad Jaae, Jab Koi Mushkil Pad Jaae - जब कोई बात बिगड़ जाए, जब कोई मुश्किल पड़ जाए
When a world unravels,
When trials descend,
Offer me solace, o, my soulmate,
When a world unravels,
When trials descend,
None stands, none stood,
In life's vast expanse, but you,
Offer me solace, o, my soulmate.

(While moonlight bathes the night,
All offer their hand in the light,
But in shadows deep, forsake not my grasp.)
When a world unravels,
None stands, none stood.

Loyalty's sacred vows,
We shall uphold in every breath,
Each life-giving inhale,
Until our final farewell,
When a world unravels,
None stands, none stood.

My heart has found its truth,
We've met in times of yore,
This bond of ages,
No fleeting affair of today.
My heart has found its truth,
We've met in times of yore,
This bond of ages,
No fleeting affair of today.

When a world unravels,
When trials descend,
Offer me solace, o, my soulmate,
None stands, none stood,
In life's vast expanse, but you,
Offer me solace, o, my soulmate.

Jurm (1990) - Movie Details
Film CastVinod Khanna, Meenakshi Seshadri, Sangeeta Bijlani, Shafi Inamdaar, Mahesh Anand, Om Shiv Puri, Anang Desai, Sharat Saxena DirectorMahesh Bhatt ProducerMukesh Bhatt External LinksJurm at IMDB      Jurm at Wikipedia Movie at YTJurm at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement