Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Jab Se Uljhe Nain Mujhe Din Rain - जब से उलझे नैन मुझे दिन रैन
jab se uljhe nain mujhe din rain
nahi hai chain sajanava
naino ki galiyo me aaja o more raja
nayi naveli meri preet hai
mai vari jau tere liye
hotho pe mere jo geet hai
mai vari jau tere liye
masti hai saaj hai dil ki aawaj hai
raaj ye raaj hai
naino ki galiyo me aaja
o more raja naino ki galiyo me aaja
jab se uljhe nain mujhe din rain
nahi hai chain sajanava
naino ki galiyo me aaja o more raja
naino me teri tasvir hai haye raam kaise kahu
bato me teri takdeer hai haye raam kaise kahu
dil pe salam hai lakho payman hai
tere hi naam hai naino ki galiyo me aaja
o more raja naino ki galiyo me aaja
jab se uljhe nain mujhe din rain
nahi hai chain sajanava
naino ki galiyo me aaja o more raja