Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Jaise Sawan Phir Se Aate Hain Tum Bhi Aao Na - जैसे सावन फिर से आते हैं तुम भी आओ ना
koi judaa na ho kisi se kabhi
koi baaki na ho baatein ankahee
jise chahe yeh dil woh ruthe agar
tu manaale use jhootha sahi
jhoota hi sahi mere liye toh aajao na
jaise savan phir se aate hai
tum bhi aao na
jaise baadal ghir ke aate hai
tum bhi aao na
jaise saavan phir se aate hai
tum bhi aao na
jaise baadal ghir ke aate hai
tum bhi aao na
ja rahi hoon main teri hoke
shikve saare khoke
sang le chali hoon beeta lamha
aadatein yeh thi jo meri
ho gayi hai saari teri
kaise tu kahega khudko tanha
iss baar jab jaaoge tum
mujhe sang le jao na
jaise laherein laut aati hai
tum bhi aao na
jaise ghadiyan rook jaati hai
ruk jao na
jaise saavan phir se aate hai
tum bhi aao na
jaise ghadiyan ruk jaati hai
tum bhi jao na
Diesby, Shreya Sharma I, Gippy Grewal, Zahrah S Khan, Tanishk Bagchi, Romy, Guru Randhawa, Asees Kaur, Kanishk Seth, Kavita Seth, Lisa Mishra, Pozy, Simiran Kaur Dhadli, Swati Sharma I
Lyricist:
Abrar Ul Haq, Tanishk Bagchi, Dhruv Yogi, Diesby, Shamsher Sandhu, Ghulam Mohammad Khavar, Ginny Diwan, Traditional
Music Director:
Abrar Ul Haq, Tanishk Bagchi, Diesby, Atul Sharma I, Kanishk Seth, Kavita Seth, Pozy, Vishal Shelke