Video of "Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya" from YouTube
Advertisement
Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya - जलती हुई जवानियाँ, ये अनकही कहानियाँ
SingerMahendra Kapoor
Music byJ P Kaushik
LyricistHasan Kamaal
ActorJalal Agha, Surekha, Persis Khambatta, Vimal Ahuja
CategoryTareef Songs
MovieBambai Raat Ki Bahon Mein (1968)
Lyrics of Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya - जलती हुई जवानियाँ, ये अनकही कहानियाँ
jalti huyi jawaniya, ye ankahi kahaniya
allah re qayamat, allah re qayamat
jalti huyi jawaniya, ye ankahi kahaniya
allah re qayamat, allah re qayamat
jalti huyi jawaniya
aanchal udaa hawa mein, halchal huyi ghata mein
khushboo si bas gayi hai, bahki huyi faza mein
bahki huyi faza mein, nigahe jahan jam gayin
hawaye wahin tham gayi, bas mein hai jaise kudrat
allah re qayamat, jalti huyi jawaniya
phhoolon bhara wo daman, jaise khilaa ho gulshan
jalwon ki chandni hai, jalwon ki chandni hai
naazo adaa ka sawan, naazo adaa ka sawan
runak chham chham, chham chham
ye bahke se qadam, dil kyon bache salamat
allah re qayamat, jalti huyi jawaniyaa
jab tan lachak gayaa hai, ho sholaa bhadak gayaa hai
jaise koi sharaabi, jaise koi sharaabi
peekar bahak gaya hai, peekar bahak gaya hai
dhanak bal khaa gayi, fazaa lahraa gayi
ye loch ye nazaakat
allah re qayamat, jalti huyi jawaniya
ye husn chhalkaa chhalkaa, ye raks halka halka
lahro pe doltaa sa, ek phhol hai kamal ka
ek phhol hai kamal ka, nadi pe thhirke kiran
bahe jaise pawan, har ek ada hai aafat
alla re qayamat, jalti huyi jawaniya
ye ankahi kahaniya, allah re qayamat

Poetic Translation - Lyrics of Jalti Hui Jawaniyan, Ye Unkahi Kahaniya - जलती हुई जवानियाँ, ये अनकही कहानियाँ
Burning youth, unspoken tales,
Oh, Judgment Day, oh, Judgment Day.
Burning youth, unspoken tales,
Oh, Judgment Day, oh, Judgment Day.
Burning youth.
Her veil, a dance in the wind, the storm stirred,
A fragrance lingered, the air intoxicated,
Intoxicated air, gazes held,
The winds paused, as if nature itself was captured.
Oh, Judgment Day, burning youth.
A skirt overflowing with flowers, a blossoming garden,
The moonlight of beauty, the moonlight of beauty,
The monsoon of grace, the monsoon of grace,
Splendor, tinkling, tinkling,
These swaying steps, why does the heart survive unharmed?
Oh, Judgment Day, burning youth.
When the body swayed, a flame ignited,
Like a drunkard, like a drunkard,
Having drunk, he lost his senses, having drunk, he lost his senses,
The rainbow arched, the air undulated,
This thought, this delicacy, oh, Judgment Day,
Burning youth.
This beauty overflowing, this dance light, light,
Like a flower, swaying on the waves, a marvel,
A marvel of a flower, light trembles on the river,
Like a breeze flowing, every grace a calamity.
Oh, Judgment Day, burning youth.
Unspoken tales, oh, Judgment Day,

Bambai Raat Ki Bahon Mein (1968) - Movie Details
Film CastJalal Aga, Vimal Ahuja, Madhavi, Jeevan, Surekha, David
SingerAsha Bhosle, Mahendra Kapoor, Sulakhshana Pandit
LyricistHasan Kamaal, Jalal Agha
Music ByJ P Kaushik
DirectorK A Abbas
ProducerK A Abbas
External LinksBambai Raat Ki Bahon Mein at IMDB
Movie at YTBambai Raat Ki Bahon Mein at YT Bambai Raat Ki Bahon Mein at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films