|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Janam Janam Kaa Dukhiyaa Praani - जनम-जनम का दुखिया प्राणीjanam-janam kaa dukhiyaa praani
janam-janam kaa dukhiyaa praani
aayaa sharan tihaari
aayaa sharan tihaari
bhagvan, aayaa mai aayaa
kadam-kadam par ghor musibat
kadam-kadam par ghor musibat
sar pe vipdaa bhaari
janam-janam kaa dukhiyaa praani
aayaa sharan tihaari
aayaa sharan tihaari
bhagvan, aayaa mai aayaa
bichhi hai chaaro or se aansu
bichhi hai chaaro or se aansu
bujhe na dipak meraa
meraa jivan ik deeya me
meraa jivan ik deeya me
chhaa na jaaye andhera
chhaa na jaaye andhera
tej hawa se ise bachaa ke
tej hawa se ise bachaa ke, karna ab rakhvaari
janam-janam kaa dukhiyaa praani
aayaa sharan tihaari
aayaa sharan tihaari
bhagvan, aayaa mai aayaa
soi hui, soi hui jwalaa ko jagaa do
baaki jag ko aag lagaa do
jale hue mere man ki aasha
bhagvan aas tumhaari
aaya sharan tihaari
bhagvan, aayaa mai aayaa
janam-janam kaa dukhiyaa praani
aayaa sharan tihaari
aaya sharan tihaari
bhagvan, aayaa mai aayaa
|
Comments for lyrics of song "Janam Janam Kaa Dukhiyaa Praani" |
|
Karam C Ramrakha on Thursday, October 31, 2013 prani means soul and sharan means shelter I am a soul troubled many times
over .. so I seek shelter or refuge.. karamcramrakha@gmail.com
readinglord on Tuesday, August 02, 2011 A good song but what is the meaning of 'prani' and 'sharan'?
|
Tadbir |
Film cast: | K L Sehgal, Suraiya, Shashi Kapoor, Mubarak, Rehana Sultan, Jillo, Sabi, Shalini | Singer: | Naseem Akhtar, K L Saigal, Suraiya | Lyricist: | Swami Ramanand Saraswati | Music Director: | Lal Muhammad | Film Director: | Jayant Desai | External Links: | Tadbir at IMDB |
|
|
|
|
|