Video of "Jazbaati Hai Dil" from YouTube
Advertisement
Jazbaati Hai Dil - जज्बाती है दिल
SingerAnanya Birla, Armaan Malik
Music byLost Stories
LyricistKunaal Verma
ActorVidya Balan
MovieDo Aur Do Pyaar (2024)
Lyrics of Jazbaati Hai Dil - जज्बाती है दिल
kya yeh kahe, kya yeh kare
karta hai soche na samjhe bina
yeh dil akal ka hai maara
jaane jahaan, isey mana
ye dheet na maane jaaye wahaan
dekho jise dil ka maara
na labon se bole na yeh raaz khole
koi hint hi nahi de kya kare
karta hai apni hi manmaani
hai pata naadaani
phir bhi jaan boojh ke galti kare
jazbaati hai dil jazbaati hai dil
jazbaati hai dil sau dafa yeh tootega
jaanta hai doobega ishq ke dariyaa mein yeh
phir bhi jaake koodega
kaagazi fasaane besure taraane
gaaye dhun ho yaad chaahe na ise
bigdi aulaadon sa mijaazi
koi ho na raazi yeh toh baatein poori karke hi rahe
jazbaati hai dil jazbaati hai dil
karta hai soche na samjhe bina
yeh dil akal ka hai maara
jaane jahaan, isey mana
ye dheet na maane jaaye wahaan
dekho jise dil ka maara
na labon se bole na yeh raaz khole
koi hint hi nahi de kya kare
karta hai apni hi manmaani
hai pata naadaani
phir bhi jaan boojh ke galti kare
jazbaati hai dil jazbaati hai dil
jazbaati hai dil sau dafa yeh tootega
jaanta hai doobega ishq ke dariyaa mein yeh
phir bhi jaake koodega
kaagazi fasaane besure taraane
gaaye dhun ho yaad chaahe na ise
bigdi aulaadon sa mijaazi
koi ho na raazi yeh toh baatein poori karke hi rahe
jazbaati hai dil jazbaati hai dil
Do Aur Do Pyaar (2024) - Movie Details
Film CastVidya Balan, Pratik Gandhi, Ileana D'Cruz, Sendhil Ramamurthy, Thalaivasal Vijay, Rekha Kudligi, Kumaradas T.N., Hitha Chandrashekar, Priti Shroff, Dipika Pandey, Akshay Sharad Bhagat, S. Subramoniam, Sheela Shetty, P. Nambi, Kamala - II, Arun Ajikumar, K. Rajan, Jitendra Kumar Gupta, Janhavi Jagdish Joshi, Veenah Naair
SingerArmaan Malik, Ananya Birla, Ashwin Gopakumar, Lucky Ali, Shubham Shirule, Tushar Joshi, Vishal Dadlani, Vivek Hariharan, Ananya Purkayastha
LyricistAbhiruchi Chand, Ankur Tewari, Azazul Haque, Kunaal Verma, Manoj Yadav, Paras Thakur, The Local Train, Trina Mukherjee
Music ByAbhishek Ananya, Lost Stories, Subhajit Mukherjee, The Local Train, When Chai Met Toast
DirectorAtul Kasbekar, Deepak Segal, Sameer Nair, Swati Iyer Chawla, Tanuj Garg
ProducerShirsha Guha Thakurta
External LinksDo Aur Do Pyaar at IMDB Do Aur Do Pyaar at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
