Video of "Jeevan Ke Safar Ke Tum Sathi" from YouTube
Jeevan Ke Safar Ke Tum Sathi Video Thumbnail
Advertisement
Jeevan Ke Safar Ke Tum Sathi - जीवन के सफ़र के तुम साथी
Lyrics of Jeevan Ke Safar Ke Tum Sathi - जीवन के सफ़र के तुम साथी
jivan ke safar ke tum sathi
pag pag par sath pakad lena
jivan ke safar ke tum sathi
pag pag par sath pakad lena

agar raah me main gir jaaun to
mujhe hath pakad ke utha lena
agar raah me main gir jaaun to
mujhe hath pakad ke utha lena
jivan ke safar ke tum sathi
pag pag par sath pakad lena

is jivan me hai bojh bada
kuch tum bhi hath bata lena
is jivan me hai bojh bada
kuch tum bhi hath bata lena
jivan ke safar ke tum sathi
pag pag par sath pakad lena

pareshaniyo me ghir jaaun to
seene pe hath ko rakh dena
pareshaniyo me ghir jaaun to
seene pe hath ko rakh dena
jivan ke safar ke tum sathi
pag pag par sath pakad lena
jivan ke safar ke tum sathi
lyrics of song Jeevan Ke Safar Ke Tum Sathi
Poetic Translation - Lyrics of Jeevan Ke Safar Ke Tum Sathi - जीवन के सफ़र के तुम साथी
You, companion on life's long road,
At every step, your hand to hold.
You, companion on life's long road,
At every step, your hand to hold.

If in the path, I stumble, fall,
Then lift me up, embrace my call.
If in the path, I stumble, fall,
Then lift me up, embrace my call.
You, companion on life's long road,
At every step, your hand to hold.

This life, a burden, heavy borne,
Share in the load, a strength to mourn.
This life, a burden, heavy borne,
Share in the load, a strength to mourn.
You, companion on life's long road,
At every step, your hand to hold.

If troubles rise, and darkness nears,
Place your hand upon my fears.
If troubles rise, and darkness nears,
Place your hand upon my fears.
You, companion on life's long road,
At every step, your hand to hold.
You, companion on life's long road.

Prerana (1984) - Movie Details
Film CastAshok Pandit, Kiran Juneja, Sudhir Pandey SingerPreeti Sagar, Moti Sagar, Namita Sagar, Niti Sagar LyricistRajesh Johri Music ByVijaya Kumar DirectorMoti Sagar External LinksPrerana at IMDB       Movie at YTPrerana at YT    Prerana at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement