Video of "Jhanjharen Payale, Ik Ladaki, Ik Ladaka, Dhiin Chiki Chiki Dhin" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Jhanjharen Payale, Ik Ladaki, Ik Ladaka, Dhiin Chiki Chiki Dhin - झांझरें पायलें, इक लड़की, इक लड़का, धिन चिकि चिकि धिन
Lyrics of Jhanjharen Payale, Ik Ladaki, Ik Ladaka, Dhiin Chiki Chiki Dhin - झांझरें पायलें, इक लड़की, इक लड़का, धिन चिकि चिकि धिन
jhanjhre payle kisne hai chhankai
jhumti nachti sab havaye gaye
baje damru gunje ghunghru
tum jo cham cham aayi

ik ladki jiski ankhe ye kahti hai
mai usko acha lagta hu o
ik ladki jiski ankhe ye kahti hai
mai usko acha lagta hu o
pyar ki bato se jane kyu ghabrati hai
pyar ki bato se jane kyu ghabrati hai
koi bataye kaise pagli ko samajhau o

ik ladka jiski ankhe ye kahti hai
mai usko achi lagti hu o
ik ladka jiski ankhe ye kahti hai
mai usko achi lagti hu o
samajh na paye kyu ik ladki sharmati hai
samajh na paye kyu ik ladki sharmati hai
are koi bataye kaise pagle ko samjhau o

vo ladki kya jane kyu itni ziddi hai
us ladke ne bat hi shayad aisi ki hai
us ladki ki nak pe gussa kyu baitha hai
vo ladka bhi bat pe apni kyu aitha hai
tang aake mai kisi kue me kud na jau
are tang aake mai kisi kue me kud na jau
hay koi bataye pagle ko kaise samjhau o

us ladke ne akhir khud ko kya samjha hai
us ladki ko samjhaao ladka acha hai
us ladke jaise milte hai jane kitne
us ladki se kaho ke nakhre kare na itne
uski surat aaine me use dikhao
are uski surat aaine me use dikhao
koi bataye kaise pagli ko samajhau o
ik ladki jiski ankhe ye kahti hai
mai usko achi lagti hu o
ik ladka jiski ankhe ye kahti hai
mai usko acha lagta hu o
samajh na paye kyu ik ladki sharmati hai
pyar ki bato se jane kyu ghabrati hai
are koi bataye kaise pagle ko samjhau o
lyrics of song Jhanjharen Payale, Ik Ladaki, Ik Ladaka, Dhiin Chiki Chiki Dhin
Champion (2000) - Movie Details
Film CastSunny Deol, Manisha Koirala, Rahul Dev, Master Abhishek Sharma, Deepak Parashar, Padmini Kapila, Vikram Gokhale, Rana Jung Bahadur, Tom Alter, Dina Pathak, Kashmira Shah SingerAbhijeet, Alka Yagnik, Hema Sardesai, Jaspinder Narula, Kavita Krishnamurthy, Poornima, Prashant, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan LyricistAnand Raj Anand, Javed Akhtar, Nitin Raikwar Music ByAnand Raj Anand, Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani, Anu Malik DirectorPadam Kumar ProducerSujit Kumar External LinksChampion at IMDB      Champion at Wikipedia Movie at YTChampion at YT    Champion at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement