Video of "Jhumka Gira Re, Bareli Ke Bazaar Me" from YouTube
Jhumka Gira Re, Bareli Ke Bazaar Me Video Thumbnail
Advertisement
Jhumka Gira Re, Bareli Ke Bazaar Me - झुमका गिरा रे, बरेली के बज़ार में
Lyrics of Jhumka Gira Re, Bareli Ke Bazaar Me - झुमका गिरा रे, बरेली के बज़ार में
jhumka giraa re haay
jhumka giraa re bareli ke bazaar me
jhumka giraa re bareli ke bazaar me
jhumka giraa jhumka giraa jhumka giraa
haay haay haay jhumka giraa re bareli ke bazaar me
jhumka giraa re

saiyaan aaye nain jhukaaye ghar me chori chori
saiyaan aaye nain jhukaaye ghar me chori chori
bole jhumka mai pahnaa dun, aajaa baanki chhori
mai boli naa naa naa baba, naa kar joraa-jori
laakh chhudaya, saiyaan ne kalaiyaa naahi chho i
haay kalaiyaa naahi chhodi, phir kyaa huaa
phir? phir jhumka giraa re ham dono ki takraar me
jhumka giraa re bareli ke bazaar me
jhumka giraa re

ghar ki chhat pe mai khadi, gali me dilbar jaani
ghar ki chhat pe mai khadi, gali me dilbar jaani
hanske bole niche aa, ab niche aa diwaani
yaa anguthi fenk apni yaa chhllaa de nishaani
ghar ki chhat pe khadi-khadi mai hui sharam se paani
haay hui sharam se paani, phir kyaa huaa
daiyaa! phir jhumka giraa re ham dono ke is pyaar me
jhumka giraa re bareli ke bazaar me
jhumka giraa re

bagiyaa me balmaa ne meri lat ulajhi suljhaai
bagiyaa me balmaa ne meri lat ulajhi suljhaai
thaamke aanchal bole, gori tu mere man bhaai
aankh jhukaake kuchh naa boli
kuchh naa boli haay, haay, haay
aankh jhukaake kuchh naa boli, dhire se muskaai
saiyaan ne jab chhedaa mujhko, ho gai haathaapaayi
haay ho gai haathaapaayi
are, phir kyaa huaa
phir jhumka giraa re, mai kyaa bolun bekaar me
jhumka giraa re bareli ke bazaar me
jhumka giraa re
lyrics of song Jhumka Gira Re, Bareli Ke Bazaar Me
Poetic Translation - Lyrics of Jhumka Gira Re, Bareli Ke Bazaar Me - झुमका गिरा रे, बरेली के बज़ार में
The earring fell, alas!
The earring fell in Bareilly's bazaar.
The earring fell, alas, in Bareilly's bazaar.
The earring fell, fell, fell!
Alas, alas, alas! The earring fell in Bareilly's bazaar.
The earring fell.

My love arrived, eyes downcast, came stealthily home,
My love arrived, eyes downcast, came stealthily home.
He said, "Let me adorn you with this, come, my fair one."
I replied, "No, no, no, father, do not force this."
I struggled, yet my love did not release my wrist.
Alas, my wrist he wouldn't release, and then?
Then the earring fell, in the heat of our quarrel.
The earring fell in Bareilly's bazaar.
The earring fell.

I stood upon the roof, my beloved in the lane below.
I stood upon the roof, my beloved in the lane below.
He laughed and said, "Come down, come down, my mad one."
"Throw down your ring, or give me some token."
Standing on the roof, I was drenched in shame.
Alas, I was drenched in shame, and then?
Oh dear! Then the earring fell, in the bloom of our love.
The earring fell in Bareilly's bazaar.
The earring fell.

In the garden, my love untangled my tangled locks.
In the garden, my love untangled my tangled locks.
Holding my veil, he said, "Beloved, you are my heart's desire."
Lowering my eyes, I said nothing,
Said nothing, alas, alas, alas!
Lowering my eyes, I said nothing, and softly smiled.
When my love teased me, a playful fight began.
Alas, a playful fight began.
Oh, and then?
Then the earring fell, what can I say, it's all in vain.
The earring fell in Bareilly's bazaar.
The earring fell.

Mera Saaya (1966) - Movie Details
Film CastSunil Dutt, Sadhana, Prem Chopra, Dhumal, Mukri, Manmohan, K N Singh, Anwar Hussan, Indu Shivraj, Ratna Mala, Nazir, Birbal, Jagdish Sethi, Narbada Shankar, Tiwari SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Sadhana, Sunil Dutt LyricistAli Khan, Mehdi Raja Music ByMadan Mohan DirectorRaj Khosla ProducerPremji External LinksMera Saaya at IMDB      Mera Saaya at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement