Video of "Jin Raaton Ki Bhor Nahin Hain, Aaj Aisi Hi Raat Aai" from YouTube
Jin Raaton Ki Bhor Nahin Hain, Aaj Aisi Hi Raat Aai Video Thumbnail
Advertisement
Jin Raaton Ki Bhor Nahin Hain, Aaj Aisi Hi Raat Aai - जिन रातों की भोर नहीं है, आज ऐसी ही रात हैं
Lyrics of Jin Raaton Ki Bhor Nahin Hain, Aaj Aisi Hi Raat Aai - जिन रातों की भोर नहीं है, आज ऐसी ही रात हैं
jin raato ki bhor nahi hain
aaj aisi hi raat aayi
jin raato ki bhor nahi hain
aaj aisi hi raat aayi
bojh se gam ke dub gaya dil
sagaar ki hain gahrai

raat ke taaro tum hi bata do
meri wo manzil hain kahan
raat ke taaro tum hi bata do
meri wo manzil hain kahan
pagal bankar jiske liye main
kho baitha hu dono jahan
pagal bankar jiske liye main
kho baitha hu dono jahan
jin raato ki bhor nahi hain
aaj aisi hi raat aayi

raah kisi ki huyi na roshan
jalna mera bekaar gaya
raah kisi ki huyi na roshan
jalna mera bekaar gaya
lut gayi taqdeer mujhe
main jeet ke baazi haar gaya
lut gayi taqdeer mujhe
main jeet ke baazi haar gaya
jin raato ki bhor nahi hain
aaj aisi hi raat aayi
bojh se gam ke dub gaya dil
sagaar ki hain gahrai
jin raato ki
lyrics of song Jin Raaton Ki Bhor Nahin Hain, Aaj Aisi Hi Raat Aai
Poetic Translation - Lyrics of Jin Raaton Ki Bhor Nahin Hain, Aaj Aisi Hi Raat Aai - जिन रातों की भोर नहीं है, आज ऐसी ही रात हैं
The dawnless nights, they have arrived,
A night like this, the soul has spied.
Drowned is the heart, in sorrow's weight,
In oceans deep, sealed by fate.

Stars of the night, you must now tell,
Where lies the haven I know well?
Stars of the night, a whispered plea,
Where is my longing, meant for me?
A madman's quest, a burning fire,
Lost to the world, consumed desire.
The dawnless nights, they have arrived.

No path I lit, brought forth the light,
My burning love, a wasted plight.
My fortune stolen, destiny's cruel art,
I won the game, yet lost my heart.
The dawnless nights, they have arrived,
Drowned is the heart, where sorrows hide,
In oceans deep, where spirits glide.
The dawnless nights...

Door Gagan Ki Chaon Mein (1964) - Movie Details
Film CastKishore Kumar, Supriya Choudhary, Iftekhar, Sajjan, Shashikala, Raj Mehra, Nana Palsikar, Leela Mishra, Hiralal SingerAsha Bhosle, Hemant Kumar, Kishore Kumar, Manna Dey LyricistKishore Kumar, Shailendra Music ByKishore Kumar DirectorKishore Kumar ProducerKishore Kumar External LinksDoor Gagan Ki Chaon Mein at IMDB       Movie at YTDoor Gagan Ki Chaon Mein at YT    Door Gagan Ki Chaon Mein at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement