Video of "Jivan Ke Safar Me Rahi, Milte Hain Bichhad Jane Ko" from YouTube
Jivan Ke Safar Me Rahi, Milte Hain Bichhad Jane Ko Video Thumbnail
Advertisement
Jivan Ke Safar Me Rahi, Milte Hain Bichhad Jane Ko - जीवन के सफ़र में राही, मिलते है बिछड़ जाने को
Lyrics of Jivan Ke Safar Me Rahi, Milte Hain Bichhad Jane Ko - जीवन के सफ़र में राही, मिलते है बिछड़ जाने को
jivan ke safar me raahi
milte hain bichhad jane ko
aur de jaate hain yaaden
tanhaai me tadapaane ko

ro ro ke inhi raahon me
khona pada ek apne ko o o
ro ro ke inhi raahon me
khona pada ek apne ko
hans hans ke inhi raaho me
apnaya tha begaane ko
jivan ke safar me raahi
milte hain bichhad jane ko
aur de jaate hain yaaden
tanhaai me tadapaane ko

tum apni nayi duniya me
kho jaao paraaye bankar aa aa aa
tum apni nayi duniya me
kho jaao paraaye bankar
ji paaye to ham ji lenge
marne ki saja paane ke
jivan ke safar me raahi
milte hain bichhad jane ko
aur de jaate hain yaaden
tanhaai me tadapaane ko
lyrics of song Jivan Ke Safar Me Rahi, Milte Hain Bichhad Jane Ko
Poetic Translation - Lyrics of Jivan Ke Safar Me Rahi, Milte Hain Bichhad Jane Ko - जीवन के सफ़र में राही, मिलते है बिछड़ जाने को
In life's long journey, travelers meet,
Destined to part, their paths retreat.
They leave behind, a memory's sting,
To haunt the soul, in solitude's spring.

Weeping, along these very trails,
We've lost a soul, our love's sweet gales.
Weeping, along these very trails,
We've lost a soul, our love's sweet gales.
Laughing, along these same pathways,
We embraced the stranger's fleeting days.
In life's long journey, travelers meet,
Destined to part, their paths retreat.
They leave behind, a memory's sting,
To haunt the soul, in solitude's spring.

You, in a world anew, may roam,
Become a stranger, far from home.
You, in a world anew, may roam,
Become a stranger, far from home.
If you can live, then we shall bear,
The sentence of death, our grief to share.
In life's long journey, travelers meet,
Destined to part, their paths retreat.
They leave behind, a memory's sting,
To haunt the soul, in solitude's spring.

Munimji (1955) - Movie Details
Film CastDev Anand, Nalini Jaywant, Nirupa Roy, Pran, Ameeta, Kanu Rao, Prabhu Dayal, Samar, S L Puri SingerGeeta Dutt, Hemant Kumar, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Thakur LyricistSahir Ludhianvi, Shailendra Music ByS D Burman DirectorSubodh Mukherjee External LinksMunimji at IMDB      Munimji at Wikipedia Movie at YTMunimji at YT    Munimji at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement