Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Jiyenge Magar Muskura Na Sakenge - जियेंगे मगर मुस्कुरा ना सकेंगे
jiyenge magar muskura na sakenge
jiyenge magar muskura na sakenge
ke ab jindagi mein mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai hai
labo pe taraane ab aa na sakenge
labo pe taraane ab aa na sakenge
ke ab jindagi mein mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai hai
bahare chaman mein jab aaya karengi
najaaro ki mahfil sajaya karengi
bahare chaman mein jab aaya karengi
najaaro ki mahfil sajaya karengi
najare bhi hamko hansa na sakenge
najare bhi hamko hansa na sakenge
ke ab jindagi mein mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai hai
jawaani rulaayengi saawan ki raate
jamana karenga mohabbat ki baate
jawaani rulaayengi saawan ki raate
jamana karenga mohabbat ki baate
magar hum ye saawan mana naa sakenge
magar hum ye saawan mana naa sakenge
ke ab jindagi mein mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai hai
labo pe taraane ab aa na sakenge
ke ab jindagi mein mohabbat nahi hai
mohabbat nahi hai hai
Comments for lyrics of song "Jiyenge Magar Muskura Na Sakenge"
Colonel Rao on Saturday, September 08, 2012 An excellent Ghazal by immortal Mukhshji. In fact Ghazals of the singer are
much limited.There was a time in his career when he had rather no work once
Kishore captured entire industry displacing even Rafi sahib. He sang Rama
charit manas and made history.Of course soon he passed away suddenly
causing great pain to all his lovers.
reverseswing on Saturday, May 12, 2012 Lagta hai bunda do mahboobaon ke beech phans gaya hai . Is kaifiyat ko Kaif
Irfani ne bahut hi khoobsurat shairana andaz me qalamband kiya hai aur
Mukesh Sahib ke kya kehne woh apne kamal e fun se is gaane ko yaadgar
banadiya hai. Umda gaeki ki ek achhi misal. Mohammed Y Ahmed
V. Siddhartha on Tuesday, July 27, 2010 Another piece of "easy listening" par excellence. One of the sweetest ever
Mukesh songs despite, or perhaps because of, its sad theme ! The soft,
virtually imperceptible, harmonium and the equally tender tabla beats are
perfect for this geet. Thanks, Ajay.
Kanu Mody on Monday, July 04, 2011 THIS IS UNDOUBTEDLY THE FINEST OF MUKESH'S GEET / GHAZAL RENDITIONS. THE
PUZZLING QUESTION IS HOW MANY SINGERS COULD LEND A VOICE TO EQUAL THIS
MASTERPIECE OF A COMPOSITION ????? THAT IS THE GIGANTIC QUESTION !!!!!!!!
reverseswing on Sunday, April 22, 2012 Immortal song by great singer Mukesh. Thanks again ajay ji, aisa lagta hai
aap meri pasand jaan gaye aur har baar dil ko choo lene wale gaane upload
karterahte hain, Bahut bahut shukriya. Best Wishes Mohammed Y Ahmed