Video of "Kaabe Se Butaqade Se Kabhi Bazm E Yaar Se" from YouTube
Kaabe Se Butaqade Se Kabhi Bazm E Yaar Se Video Thumbnail
Advertisement
Kaabe Se Butaqade Se Kabhi Bazm E Yaar Se - काबे से बुतक़दे से कभी बज़्म-ए-जान से
Lyrics of Kaabe Se Butaqade Se Kabhi Bazm E Yaar Se - काबे से बुतक़दे से कभी बज़्म-ए-जान से
kaabe se butakade se kabhi bazm-e-jaan se
kaabe se butakade se kabhi bazm-e-jaan se
aawaaz de rahaa hun tujhe har mukaam se
aawaaz de rahaa hun tujhe har mukaam se

na aashnaa hai aaj vahi mere naam se
na aashnaa hai aaj vahi mere naam se
duniyaa pukaarti thi jinhe mere naam se
duniyaa pukaarti thi jinhe mere naam se

uf, ye shab-e-firaaq ke maaro ki bekhudi
khud hi bujhaa diyaa hai charaago ko shaam se
khud hi bujhaa diyaa hai charaago ko shaam se

dil me fareb, lab pe tabassum, nazar me pyaar
dil me fareb, lab pe tabassum, nazar me pyaar
lute gaye shamim bade aihetamaam se
lute gaye shamim bade aihetamaam se
kaabe se butakade se kabhi bazm-e-jaan se
aawaaz de rahaa hun tujhe har mukaam se
kaabe se butakade se kabhi bazm-e-jaan se
lyrics of song Kaabe Se Butaqade Se Kabhi Bazm E Yaar Se
Poetic Translation - Lyrics of Kaabe Se Butaqade Se Kabhi Bazm E Yaar Se - काबे से बुतक़दे से कभी बज़्म-ए-जान से
From Kaaba's grace, from idols' stone, from heart's deep core,
From every space, I call to you, and evermore.
From Kaaba's grace, from idols' stone, from heart's deep core,

Unknowing now, the name I bear, unknown of yore,
The name the world once whispered, at my door.
The name the world once whispered, at my door.

Ah, the night of parting's maddened, wandering plight,
They quenched the lamps themselves, as shadows pour.
They quenched the lamps themselves, as shadows pour.

Deceit within, a smile upon the lip's sweet shore,
Love in the gaze, though ruin stands before.
Looted was the essence, with such care they bore.
From Kaaba's grace, from idols' stone, from heart's deep core,
From every space, I call to you, and evermore.
From Kaaba's grace, from idols' stone, from heart's deep core.

Non-film (Talat Mahmood) - Movie Details
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement