Video of "Kaaravaan Guzaraa Kiyaa Ham Rahaguzar Dekhaa Kiye" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Kaaravaan Guzaraa Kiyaa Ham Rahaguzar Dekhaa Kiye - कारवां गुजरा किया
Lyrics of Kaaravaan Guzaraa Kiyaa Ham Rahaguzar Dekhaa Kiye - कारवां गुजरा किया
kaaravaan guzraa kiya
hum rahaguzar dekha kiye
kaaravaan guzraa kiya
hum rahaguzar dekha kiye
har qadam par naqshe paye
raahbar dekha kiye
kaaravaan guzraa kiya

aas jab chhaai, aas jab chhaai
ummide haath mal kar rah gai
dil ki nabze chhut gai
aur chaar agar dekha kiye
dil ki nabze chhut gai
aur chaar agar dekha kiye
kaaravaan

rukh meri jaanib nigaahe
lutf dushman ki taraf
rukh meri jaanib nigaahe
lutf dushman ki taraf
yun udhar dekha kiye
goya idhar dekha kiye
yun udhar dekha kiye
goya idhar dekha kiye
kaaravaan guzraa kiya

dard madaane wafaa ki
dard madaane wafaa ki
hay re majaburiyaan
dard e dil dekha na jata tha
magar dekha kiye
dard e dil dekha na jata tha
magar dekha kiye
kaaravaan

tu kaha thi e ajal
tu kaha thi
tu kaha thi e ajal
e na muraado ki muraad
marne waale raah teri
umr bhar dekha kiye
marne waale raah teri
umr bhar dekha kiye
kaaravaan guzraa kiya
hum rahaguzar dekha kiye
hum rahaguzar dekha kiye
hum rahaguzar dekha kiye
lyrics of song Kaaravaan Guzaraa Kiyaa Ham Rahaguzar Dekhaa Kiye
Non-film (Asha Bhosle) - Movie Details
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement