|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Kab Tak Bolo Chipi Rahogi - कब तक बोलों छिपी रहोगीkab tak bolo chhipi rahogi
o meri aasha
maine padh li aaj tumhaare
naino ki bhasha
kab tak bolo chhipi rahogi
o meri aasha
maine padh li aaj tumhaare
naino ki bhasha
tumne kya dekha aankho me
ek rangin bahaar
tumne kya dekha aankho me
ek naya sansaar
tumne kya dekha aankho me
ek rangin bahaar
tumne kya dekha aankho me
ek naya sansaar
jaan gayi main aaj
tumhaare man ki abhilasha
jaan gayi main aaj
tumhaare man ki abhilasha
o meri aasha
maine padh li aaj tumhaare
naino ki bhasha
o meri aasha
maine padh li aaj tumhaare
naino ki bhasha
aaj tumhaari aankho ne kah di laakho baaten
aaj tumhaari aankho ne kah di laakho baaten
ab to sone ke din honge chaandi ki raaten
ab to sone ke din honge chaandi ki raaten
tumne palbhar me samjha di
prem ki paribhasha
tumne palbhar me samjha di
prem ki paribhasha
o meri aasha
maine padh li aaj tumhaare
naino ki bhasha
o meri aasha
maine padh li aaj tumhaare
naino ki bhasha
kab tak bolo chhipi rahogi
o meri aasha
maine padh li aaj tumhaare
naino ki bhasha
kab tak bolo chhipi rahogi
o meri aasha
maine padh li aaj tumhaare
naino ki bhasha
Naya Sansar |
Film cast: | Ashok Kumar, Renuka Devi, Mubarak, Azurie, Shahnawaz, David, Suresh, Mahesh Kaul, V S Desai, Jagannath, Sushil Kumar, P F Pithavala | Singer: | Rajkumari, Arun Kumar, Suresh, Renuka Devi, Ashok Kumar, Kavi Pradeep | Lyricist: | Pradeep | Music Director: | Saraswati Devi, Ramchandra Pal | Film Director: | N R Acharya | External Links: | Naya Sansar at IMDB Naya Sansar at Wikipedia |
|
|
|
|
|