|  | 
 
 
 
 
 |  | 
			
			|  | 
			
			|  | Thumb | Song Heading | Singer / Movie | Music By / Lyricist | Actor / Category |  |  
		
    
    
| Video of the song from youtube | Advertisements |  
| Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website. 
 We will add as soon as the video of the song is available.
 |  |  Lyrics of Kabhee Ha Ha Hote Hote Naa Huwa - ये भी क्या मजे की यारों बात हैye bhi kya maje ki yaaro baat hainjaha kayi jaaye ek raaj hain
 kabhi kabhi jo naa socha ho gaya
 milate milate kahi kuch kho gaya
 yahi dil apna hairan huwa
 kabhi ha ha hote hote naa huwa
 kabhi na na hote hote ha huwa
 kabhi ha ha hote hote na huwa
 kabhi na na hote hote ha huwa
 
 mano hamare yaar karna nahi tum pyaar
 pyaar hawaon ka ye jhonka hain
 khushiya mana hazar gam bhi hain beshumar
 jo jo na socha yaha hota hain
 kabhi ha ha hote hote na huwa
 kabhi na na hote hote ha huwa
 kabhi ha ha hote hote na huwa
 kabhi na na hote hote ha huwa
 
 baat hain sidhi sadhi sun le diwane abhi
 phir tu na kehana kabhi kaha nahi
 pyaar hain dhoka nahi phir bhi bharosa nahi
 kuchh bhi hota hain kabhi pata nahi
 kisi mode pe aake aisa huwa
 kabhi ha ha hote hote na huwa
 kabhi na na hote hote ha huwa
 kabhi ha ha hote hote na huwa
 kabhi na na hote hote ha huwa
 
 ye bhi kya maje ki yaaro baat hain
 jaha kai jaaye raaj hain
 kabhi kahi socha na woh ho gaya
 milate milate kahi kuchh kho gaya
 yahi dil apna hairan huwa
 kabhi ha ha hote hote na huwa
 kabhi na na hote hote ha huwa
 kabhi ha ha hote hote na huwa
 kabhi na na hote hote ha huwa
 
 
				
				|  The Infinite
 | 
				| Singer: | Jimmy Felix , Neeti Mohan , Sangeet Haldipur , Vasudha Sharma |  | Music Director: | Jayanta Pathak, Aadesh Shrivastava |  |  |  |  |  |