Video of "Kabhi Kabhi Sapna Lagta Hai" from YouTube
Kabhi Kabhi Sapna Lagta Hai Video Thumbnail
Advertisement
Kabhi Kabhi Sapna Lagta Hai - कभी कभी सपना लगता हैं
Lyrics of Kabhi Kabhi Sapna Lagta Hai - कभी कभी सपना लगता हैं
kabhi kabhi sapna lagta hai
kabhi kabhi sapna lagta hai
kabhi ye sab apna lagta hai
tum samjha do man ko kya samjhau
kabhi kabhi sapna lagta hai
kabhi ye sab apna lagta hai
tum samjha do man ko kya samjhau
kabhi kabhi sapna lagta hai

mujhe agar baaho me bhar lo
shyad tumko chain mile
mujhe agar baaho me bhar lo
shyad tumko chain mile
chain to us din khoya maine
jis din tumse nain mile
phir bhi ye accha lagta hai
magar abhi sapna lagta hai
tum samjha do man ko kya samjhau
kabhi kabhi sapna lagta hai

chehre par hai aur ek chehra
kaise nain hatau
mera sach agar tum apna lo
janam janam tar jaau
aise sab accha lagta hai
sabka ka sab sapna lagta hai
tum samjha do man ko kya samjhau
kabhi kabhi sapna lagta hai
kabhi ye sab apna lagta hai
tum samjha do man ko kya samjhau
kabhi kabhi sapna lagta hai
kabhi ye sab apna lagta hai
tum samjha do man ko kya samjhau
kabhi kabhi sapna lagta hai
lyrics of song Kabhi Kabhi Sapna Lagta Hai
Poetic Translation - Lyrics of Kabhi Kabhi Sapna Lagta Hai - कभी कभी सपना लगता हैं
Sometimes it feels like a dream,
Sometimes it all feels like a dream,
Sometimes this all feels like mine,
You tell me, what can I tell my heart?
Sometimes it feels like a dream.

If you embrace me in your arms,
Perhaps you'll find peace.
If you embrace me in your arms,
Perhaps you'll find peace.
Peace, I lost that day,
The day our eyes first met.
Even so, this feels good,
But still, it feels like a dream.
You tell me, what can I tell my heart?
Sometimes it feels like a dream.

Upon the face, another face,
How can I remove it?
If you embrace my truth,
I'll be liberated for lifetimes.
Like this, it all feels good,
But all of it feels like a dream.
You tell me, what can I tell my heart?
Sometimes it feels like a dream,
Sometimes this all feels like mine,
You tell me, what can I tell my heart?
Sometimes it feels like a dream,
Sometimes this all feels like mine,
You tell me, what can I tell my heart?
Sometimes it feels like a dream.

Ratan Deep (1979) - Movie Details
Film CastGirish Karnad, Hema Malini, A K Hangal, Prema Narayan, Dheeraj Kumar, Purnima Razi, Sulochana, Gautam Sarin SingerBhupinder Singh, Sapan Chakraborty, Asha Bhosle, Kishore Kumar LyricistGulzar Music ByR D Burman DirectorBasu Chatterjee ProducerR Kannan External LinksRatan Deep at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement