Video of "Kabhi Aage Kabhi Pichhe Kabhi Upar Kabhi Niche" from YouTube
Kabhi Aage Kabhi Pichhe Kabhi Upar Kabhi Niche Video Thumbnail
Advertisement
Kabhi Aage Kabhi Pichhe Kabhi Upar Kabhi Niche - कभी आगे कभी पीछे, कभी ऊपर कभी नीचे
Lyrics of Kabhi Aage Kabhi Pichhe Kabhi Upar Kabhi Niche - कभी आगे कभी पीछे, कभी ऊपर कभी नीचे
kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche
kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye
jane kaha kaha mujhe leke chali
jane kaha kaha mujhe leke chali meri laila meri laila

laila nam ki taxy ko milte grahak bedhange
jeb me na ho futi kodi kangle bukhe nange
lekin aaj mili kismat se aisi mast sawari, sawari
jis par meter, engine, exelator, breke wari
kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche
kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye
jane kaha kaha mujhe leke chali
jane kaha kaha mujhe leke chali meri laila meri laila
kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche
kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye

pani or petrol barabar phir kyo ruk gayi laila
samjha sautan kyo baithi is karan ji hai maila
shak ki jaat badi aurat ki kon ise samjhaye, samjhaye
ghoda ghas se pyara kare to bolo kya khaye
kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche
kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye
jane kaha kaha mujhe leke chali
jane kaha kaha mujhe leke chali meri laila meri laila
kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche
kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye
lyrics of song Kabhi Aage Kabhi Pichhe Kabhi Upar Kabhi Niche
Poetic Translation - Lyrics of Kabhi Aage Kabhi Pichhe Kabhi Upar Kabhi Niche - कभी आगे कभी पीछे, कभी ऊपर कभी नीचे
Forward then back, aloft then below,
Turning right, then left, where does it go?
Where has she taken me, leading my way,
My Laila, my Laila, where do we stray?

Laila, the taxi, gathers the rough,
Pocket empty, the hungry, the tough.
But fortune has graced me, a ride so grand,
With meter, engine, accelerator, in hand.
Forward then back, aloft then below,
Turning right, then left, where does it go?
Where has she taken me, leading my way,
My Laila, my Laila, where do we stray?
Forward then back, aloft then below,
Turning right, then left, where does it go?

Water and petrol, a balance they find,
Why then, Laila, have you left us behind?
Suspicion's a woman, a stain on the heart,
What can you tell her, tearing us apart?
Forward then back, aloft then below,
Turning right, then left, where does it go?
Where has she taken me, leading my way,
My Laila, my Laila, where do we stray?
Forward then back, aloft then below,
Turning right, then left, where does it go?

Sadhu Aur Shaitaan (1968) - Movie Details
Film CastMehmood, Bharti, Kishore Kumar, Anwar, Mukri, Jankidas, Tun Tun, Pran SingerMohammed Rafi, Manna Dey, Usha Mangeshkar, Asha Bhosle LyricistRajindra Krishan Music ByLaxmikant Pyarelal DirectorA Bhim Singh ProducerA Bhim Singh External LinksSadhu Aur Shaitaan at IMDB      Sadhu Aur Shaitaan at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement