Video of "Kabhi Dil Se Kam Mohabbat" from YouTube
Kabhi Dil Se Kam Mohabbat Video Thumbnail
Advertisement
Kabhi Dil Se Kam Mohabbat - कभी दिल से कम मोहब्बत
Lyrics of Kabhi Dil Se Kam Mohabbat - कभी दिल से कम मोहब्बत
kabhi dil se kam mohabbat kabhi dil se kam mohabbat
na hui na hai na hogi, na hui na hai na hogi
hume aapse shikayat hume aapse shikayat
na hui na hai na hogi

hume aap mil gaye hai ke jahan mil gaya hai
hume aap mil gaye hai ke jahan mil gaya hai
ye dilo ki hai hukumat yaha dil hai dil ki kimat
ye dilo ki hai hukumat yaha dil hai dil ki kimat
kabhi pyar me bejarat na hui na hai na hogi
kisi aur ki ye kismat na hui na hai na hogi

tumhi shab ke chand taare tumhi subah ke najaare
tumhi shab ke chand taare tumhi subah ke najaare
jaha apne dil ne chaha wahi humne sar jhukaya
jaha apne dil ne chaha wahi humne sar jhukaya
kabhi is tarah ibadat na hui na hai na hogi
is dil me aisi chahat na hui na hai na hogi
lyrics of song Kabhi Dil Se Kam Mohabbat
Poetic Translation - Lyrics of Kabhi Dil Se Kam Mohabbat - कभी दिल से कम मोहब्बत
Love, less from the heart, never,
Never has been, nor will be,
Never, never,
Our complaint to you, never,
Never has been, nor will be.

You, found, the world is found,
You, found, the world is found.
This, the reign of hearts,
Here, the heart's worth,
In love, such betrayal, never,
Never has been, nor will be,
Another's fate, never,
Never has been, nor will be.

You, night's moon and stars,
You, morning's gaze,
Wherever the heart desired,
There we bowed our heads.
Such worship, never,
Never has been, nor will be,
Such longing in this heart, never,
Never has been, nor will be.

Chaahat (1996) - Movie Details
Film CastShahrukh Khan, Pooja Bhatt, Ramya, Anupam Kher, Laxmikant Berde, Tiku Talsania, Naseruddin Shah, Avtar Gill, Mushtaq Khan, Pankaj Berry SingerAlka Yagnik, Devang Patel, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Sadhana Sargam, Sudesh Bhosle, Udit Narayan, Vinod Rathod LyricistDev Kohli, Maya Govind, Neeraj Pathak, Nida Fazli Music ByAnu Malik DirectorMahesh Bhatt ProducerRobin Bhatt, Viral Lakhla External LinksChaahat at IMDB      Chaahat at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement