Video of "Kabhi Hansi Aur Kabhi Reham Aata Hai Tere Hal Pe" from YouTube
Advertisement
Kabhi Hansi Aur Kabhi Reham Aata Hai Tere Hal Pe - कभी हँसी और कभी रहम आता है तेरे हाल पे
SingerAsha Bhosle
Music byR D Burman
LyricistGulshan Bawra
ActorNeetu Singh, Randhir Kapoor
CategoryRomantic Songs
MovieBhala Manas (1979)
Lyrics of Kabhi Hansi Aur Kabhi Reham Aata Hai Tere Hal Pe - कभी हँसी और कभी रहम आता है तेरे हाल पे
kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe

made in u.s.a ka label laga hai desi maal pe

asli pe nakli ka parda kya daala hai saale
jhuti chamak mein aur koyi honge fas jaanewaale

rang yeh tu dikhaana kisi aur ko
main toh pyaar se ek tamaacha dungi tere gaal pe

desh hai abb aajaad hamaara mili hamein aajaadi
abb ham apni marji se hi karenge apni shaadi

naariya abb kisi baat mein kam nahi
ho ho aise nachwaayengi mardo ko table ki taal pe

Poetic Translation - Lyrics of Kabhi Hansi Aur Kabhi Reham Aata Hai Tere Hal Pe - कभी हँसी और कभी रहम आता है तेरे हाल पे
A laugh, then pity, washes over me, seeing you.
A laugh, then pity, for the state you're in.
"Made in USA" plastered on the native good.
"Made in USA" on the familiar, earthy ground.

"Made in USA" on the native good, so clear.
A veil of fake obscures the genuine, you see?
In gilded lies, others might be deceived.

Show your colors, but not to me,
I'll offer love, a slap to your cheek, you'll see.

"Made in USA" on the native good.
The nation's free, we’ve won our liberty.
Now, by our own will, our own weddings we will see.

Women now, in nothing less, will be,
Dancing men to the rhythm of the tabla’s plea.

Bhala Manas (1979) - Movie Details
Film CastRandhir Kapoor, Neetu Singh, Asrani, Maruti, Aruna Irani, Om Shiv Puri, Kamal Kapoor
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar
LyricistGulshan Bawra
Music ByR D Burman
DirectorVishwamitra
ProducerVishwamitra
External LinksBhala Manas at IMDB Bhala Manas at Wikipedia
Movie at YTBhala Manas at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films