Video of "Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahaan Nahi Milta" from YouTube
Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahaan Nahi Milta Video Thumbnail
Advertisement
Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahaan Nahi Milta - कभी किसी को मुकम्मल जहाँ नहीं मिलता
Lyrics of Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahaan Nahi Milta - कभी किसी को मुकम्मल जहाँ नहीं मिलता
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta
kahi jami to kahi aasma nahi milta
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta

jise bhi dekhiye wo apne aap me gum hai
jise bhi dekhiye wo apne aap me gum hai
juba mili hai magar humjuba nahi milta
juba mili hai magar humjuba nahi milta
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta

buza saka hai bhala kaun wakt ke shole
buza saka hai bhala kaun wakt ke shole
ye aisi aag hai jis me dhua nahi milta
ye aisi aag hai jis me dhua nahi milta
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta

tere jahan me aisa nahi ke pyar na ho
tere jahan me aisa nahi ke pyar na ho
jaha ummid ho iski waha nahi milta
jaha ummid ho iski waha nahi milta
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta
kahi jami to kahi aasma nahi milta
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta
lyrics of song Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahaan Nahi Milta
Poetic Translation - Lyrics of Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahaan Nahi Milta - कभी किसी को मुकम्मल जहाँ नहीं मिलता
No one finds a world complete,
No one finds a world complete.
Earth is there, but skies retreat,
No one finds a world complete.

Each soul I see, lost in its maze,
Each soul I see, lost in its haze.
Tongues we share, but hearts are strayed,
No one finds a world complete.

Who can quench the flames of time?
Who can quench the flames sublime?
A fire it is, without a fume,
No one finds a world complete.

In your world, love isn't bare,
In your world, love isn't rare.
Where it's sought, it's not held there,
No one finds a world complete.
Earth is there, but skies retreat,
No one finds a world complete.

Aahista Aahista (1981) - Movie Details
Film CastKunal Shashi Kapoor, Padmini Kolhapure, Nanda, Shammi Kapoor, Shashikala, Deven Verma, Asha Lata, Soni Razdan, Suresh Chatwal, Aruna Irani, Kader Khan, Leela Mishra, Rehman, Parveen Babi SingerAsha Bhosle, Sulakshana Pandit, Anwar LyricistNaqsh Lyallpuri, Nida Fazli Music ByKhayyam DirectorEsmayeel Shroff ProducerSibte Hasan Rizvi External LinksAahista Aahista at IMDB      Aahista Aahista at Wikipedia Movie at YTAahista Aahista at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement