Video of "Kabhi Kuchh Pal Jeevan Ke Lagta Hai" from YouTube
Kabhi Kuchh Pal Jeevan Ke Lagta Hai Video Thumbnail
Advertisement
Kabhi Kuchh Pal Jeevan Ke Lagta Hai - कभी कुछ पल जीवन के लगता है
Lyrics of Kabhi Kuchh Pal Jeevan Ke Lagta Hai - कभी कुछ पल जीवन के लगता है
kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke

har din ki halchal aaj mili khamosi
jhalki hai tan man me pyar bhari ye madhosi
badale badale mosam ke
mujhe rang nazar aate hai
kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke

ye ghadia fursat ki roz kaha milti hai
ab khushiya hath mera thame hue chalti hai
mere sath gagan ye dharti mera geet madhur gate hai
kabhi kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke

kitna bhala lagta hai suraj ka ye dhalna
duniya se dur chhup ke yaha
tera mera yu milna yaha
kabhi kabhi diwanepan ki hum
had se gujar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der ther jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke
lyrics of song Kabhi Kuchh Pal Jeevan Ke Lagta Hai
Poetic Translation - Lyrics of Kabhi Kuchh Pal Jeevan Ke Lagta Hai - कभी कुछ पल जीवन के लगता है
Moments of life, a fleeting grace,
Where journeys pause, in time and space.
Moments of life, a whispered plea,
Where journeys halt, and breathe with me.
Moments of life...

Silence blooms where chaos reigned,
A gentle bliss, my spirit stained.
In shifting seasons, hues unfold,
A story whispered, brave and bold.
Moments of life, a fleeting grace,
Where journeys pause, in time and space.
Moments of life...

Such respite rare, a cherished find,
As joy entwines, my heart and mind.
The heavens sing, the earth takes part,
A melody that fills my heart.
Moments of life, a fleeting grace,
Where journeys pause, in time and space.
Moments of life...

How sweet the sun's descent appears,
From worldly cares, to shed all fears.
Hidden away, with you I stay,
In shared devotion, come what may.
Sometimes, in madness, we may roam,
Beyond all bounds, and find our home.
Moments of life, a fleeting grace,
Where journeys pause, in time and space.
Moments of life...

Rang Birangi (1983) - Movie Details
Film CastAmol Palekar, Parveen Babi, Deven Verma, Farooq Sheikh, Deepti Naval, Utpal Dutt, Chhaya Devi, Moolchand, Raj Babbar, Bindiya Goswami, Omprakash, Javed Khan, Poonam SingerAnuradha Paudwal, Manna Dey, Sapan Chakravarthy LyricistMaya Govind, Yogesh Music ByR D Burman DirectorHrishikesh Mukherjee ProducerRajeev Pandya External LinksRang Birangi at IMDB      Rang Birangi at Wikipedia Movie at YTRang Birangi at YT    Rang Birangi at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement