Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Katthai Katthai Ankhiyo Wala - कत्थई कत्थई अँखियोंवाला
kathai kathai ankhiyon wala
ik ladka hai jo
kathai kathai ankhiyon wala
ik ladka hai jo
dil pe mandraaye bhanwre sa wo haaye
dil pe mandraaye bhanwre sa wo haaye
dekho dekho na dekho na dekho
kathai kathai ankhiyon wala
ik ladka hai jo...
baat badalta hai toh
mausam bhi badal jaata hai
chhupta hua sooraj bhi
phir se nikal jaata hai (x2)
surmayi surmayi sapno wala
ik ladka hai jo
surmayi surmayi sapno wala
ik ladka hai jo
kabhi din mein sulaaye
kabhi raaton mein jagaaye
kabhi din mein sulaaye
kabhi raaton mein jagaaye
dekho dekho na dekho na dekho
kathai kathai ankhiyon wala
ik ladka hai jo...
kathai kathai ankhiyon wala
ik ladka hai jo...