Video of "Kaunsi Baat Hai Duniya Mein" from YouTube
Kaunsi Baat Hai Duniya Mein Video Thumbnail
Advertisement
Kaunsi Baat Hai Duniya Mein - कौनसी बात है दुनिया में
Lyrics of Kaunsi Baat Hai Duniya Mein - कौनसी बात है दुनिया में
kaun si baat hai duniyaa mein nahin jiskaa ilaaj
kaun si baat hai duniyaa mein nahin jiskaa ilaaj
hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
kaun si baat hai

yun to kahti hai ye duniyaa ke mohabbat hai khudaa
yun to kahti hai ye duniyaa ke mohabbat hai khudaa
phir bhi ilzaamemohabbat pe hi deti hai sazaa
begunaah ko jo sazaa de vo adaalat hai samaaj
begunaah ko jo sazaa de vo adaalat hai samaaj
hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
kaun si baat hai

agar insaan ki sahulat ko bani hain rasmen
agar insaan ki sahulat ko bani hain rasmen
kyun mohabbat kaa galaa ghont rahi hain rasmen
mel khaataa nahin rasmon se mohabbat ka mizaaj
mel khaataa nahin rasmon se mohabbat ka mizaaj
hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
kaun si baat hai duniyaa mein nahin jiskaa ilaaj
kaun si baat hai duniyaa mein nahin jiskaa ilaaj
hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
kaun si baat hai
lyrics of song Kaunsi Baat Hai Duniya Mein
Poetic Translation - Lyrics of Kaunsi Baat Hai Duniya Mein - कौनसी बात है दुनिया में
What ill of this world finds no cure?
What ill of this world finds no cure?
For love, we shattered every rule,
For love, we shattered every rule.
What ill of this world?

The world proclaims love is God's decree,
The world proclaims love is God's decree,
Yet punishes love's very plea.
A court that condemns the innocent, society's cage,
A court that condemns the innocent, society's cage.
For love, we shattered every rule,
For love, we shattered every rule.
What ill of this world?

If customs are made to ease our plight,
If customs are made to ease our plight,
Why do they choke love's very light?
Love's nature and custom disagree,
Love's nature and custom disagree.
For love, we shattered every rule,
For love, we shattered every rule.
What ill of this world finds no cure?
What ill of this world finds no cure?
For love, we shattered every rule,
What ill of this world?

Yalgaar (1992) - Movie Details
Film CastFeroz Khan, Sanjay Dutt, Manisha Koirala, Kabir Bedi, Mukesh Khanna, Mohan Bhandari, Nagma, Deepti Naval, Neena Gupta, Maya Alagh, Vishwajeet Pradhan, Vicky Arora, Manjeet Kullar, Pramod Moutho, Rana Jung Bahadur, Deep Dhillon, Naresh Suri SingerChanni Singh, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Sapna Mukherjee, Udit Narayan LyricistSudarshan Faakir Music ByChanni Singh DirectorFeroz Khan ProducerFeroz Khan External LinksYalgaar at IMDB      Yalgaar at Wikipedia Movie at YTYalgaar at YT    Yalgaar at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement