Video of "Khan Chacha, Ye Ladki Mujhe Pyar Karti Hai" from YouTube
Khan Chacha, Ye Ladki Mujhe Pyar Karti Hai Video Thumbnail
Advertisement
Khan Chacha, Ye Ladki Mujhe Pyar Karti Hai - खान चाचा, ये लड़की मुझे प्यार करती हैं
Lyrics of Khan Chacha, Ye Ladki Mujhe Pyar Karti Hai - खान चाचा, ये लड़की मुझे प्यार करती हैं
khan chacha khan chacha
khan chacha khan chacha
ye ladki mujhe pyar karti hai
ye ladki mujhe pyar karti hai
muh se nahi manti dunia se darti hai

khan chacha khan chacha
khan chacha khan chacha
ye ladka mujhe tang karta hai
ye ladka mujhe tang karta hai
muh se nahi bol paye dunia se darta hai
muh se nahi bol paye dunia se darta hai
khan chacha khan chacha
khan chacha khan chacha

chori chupke mera naam ye leti hai
chori chupke mera naam ye leti hai
pyar me gusse se kaam ye leti hai
soti nahi raato me ahein bharti hai
muh se nahi manti dunia se darti hai
khan chacha khan chacha
khan chacha khan chacha

muh se kabhi piya ka naam lete hai
ankho se hotho ka kam lete hai
jutha ilzam mere naam dharta hai
muh se nahi bol paye dunia se darta hai
khan chacha khan chacha
khan chacha khan chacha

khote tum dono hi bada beiman ho
lale ki shaan tum abhi na jane
hamne bhi kiya ye tum jo karta hai
muh se nahi maanta dunia se darta hai
khan chacha khan chacha
khan chacha khan chacha
ye ladka mujhe tang karta hai
ye ladki mujhe pyar karti hai
muh se nahi bol paye dunia se darta hai
muh se nahi bol paye dunia se darta hai
khan chacha khan chacha
khan chacha khan chacha
lyrics of song Khan Chacha, Ye Ladki Mujhe Pyar Karti Hai
Poetic Translation - Lyrics of Khan Chacha, Ye Ladki Mujhe Pyar Karti Hai - खान चाचा, ये लड़की मुझे प्यार करती हैं
Uncle Khan, Uncle Khan,
Uncle Khan, Uncle Khan,
This girl, she loves me true,
This girl, her heart feels new.
Her lips deny, the world she fears.

Uncle Khan, Uncle Khan,
Uncle Khan, Uncle Khan,
This boy, he torments me,
This boy, he won't let be.
His words are mute, the world he dreads.
His words are mute, the world he dreads.
Uncle Khan, Uncle Khan,
Uncle Khan, Uncle Khan.

Secretly, she whispers my name,
Secretly, her heart aflame.
With anger veiled, her love takes hold,
In sleepless nights, her story told.
Her lips deny, the world she fears.
Uncle Khan, Uncle Khan,
Uncle Khan, Uncle Khan.

He speaks my name with her voice,
From eyes to lips, a hidden choice.
False accusations, he's hurled my way,
His words are mute, the world he dreads.
Uncle Khan, Uncle Khan,
Uncle Khan, Uncle Khan.

You both are flawed, a dishonest pair,
Of Lal's true grace, you're unaware.
This game you play, we've known it too,
His lips deny, the world he fears.
Uncle Khan, Uncle Khan,
Uncle Khan, Uncle Khan.
This boy, he torments me,
This boy, he won't let be.
His words are mute, the world he dreads.
His words are mute, the world he dreads.
Uncle Khan, Uncle Khan,
Uncle Khan, Uncle Khan.

Dil Diwana (1974) - Movie Details
Film CastRandhir Kapoor, Jaya Bachchan, Komal (Poonam Sinha), Durga Khote, Aruna Irani, Tun Tun, Kamal Kapoor, Paintal, Satyen Kappu, Manmohan SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar, Manna Dey LyricistAnand Bakshi Music ByR D Burman DirectorNarendra Bedi ProducerRamesh Behl External LinksDil Diwana at IMDB      Dil Diwana at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement