Video of "Khayalo Me Bhi Hai Khwabo Me Bhi" from YouTube
Advertisement
Khayalo Me Bhi Hai Khwabo Me Bhi - ख्यालों में भी, है ख्वाबों में भी
SingerShreya Ghoshal
Music byJeet Ganguly
LyricistKumaar
ActorEmraan Hashmi, Esha Gupta
CategoryRomantic Songs
MovieRaaz 3 (2012)
Lyrics of Khayalo Me Bhi Hai Khwabo Me Bhi - ख्यालों में भी, है ख्वाबों में भी
khayalo me bhi, hai khwabo me bhi
koi aane laga, hai yaado me bhi
ae dil mere mehsoos kar in aahato ko
dhadkan ne jo seene me li un karvato ko
ae khuda ae khuda, main hui mujhse juda
khayalo me bhi, hai khwabo me bhi
koi aane laga, hai yaado me bhi
din me bhi wahi saans lene laga
raato me bhi meri, wo hi to basa hai
palko pe rehne ki dhundhta hai jagah
khayalo me bhi, hai khwabo me bhi
koi aane laga, hai yaado me bhi
dil jise mera pyar karne laga
aankhe bhi uski hi raah me ruki hai
kaun hai wo magar ye nahi hai pata
khayalo me bhi, hai khwabo me bhi
koi aane laga, hai yaado me bhi
ae dil mere mehsoos kar in aahato ko
dhadkan ne jo seene me li un karvato ko
ae khuda ae khuda, main hui mujhse juda
koi aane laga, hai yaado me bhi
ae dil mere mehsoos kar in aahato ko
dhadkan ne jo seene me li un karvato ko
ae khuda ae khuda, main hui mujhse juda
khayalo me bhi, hai khwabo me bhi
koi aane laga, hai yaado me bhi
din me bhi wahi saans lene laga
raato me bhi meri, wo hi to basa hai
palko pe rehne ki dhundhta hai jagah
khayalo me bhi, hai khwabo me bhi
koi aane laga, hai yaado me bhi
dil jise mera pyar karne laga
aankhe bhi uski hi raah me ruki hai
kaun hai wo magar ye nahi hai pata
khayalo me bhi, hai khwabo me bhi
koi aane laga, hai yaado me bhi
ae dil mere mehsoos kar in aahato ko
dhadkan ne jo seene me li un karvato ko
ae khuda ae khuda, main hui mujhse juda
Poetic Translation - Lyrics of Khayalo Me Bhi Hai Khwabo Me Bhi - ख्यालों में भी, है ख्वाबों में भी
Within thought, within dream's embrace,
A presence stirs, in memory's space.
O heart, feel the whispers, the faint, tender tread,
The turns in your chest, by each heartbeat led.
O God, my God, from myself I depart,
Within thought, within dream's start,
A presence stirs, in memory's art.
By day, his breath I now draw,
In nights, within me, he finds his law.
Upon my lashes, he seeks his hold,
Within thought, in dreams untold,
A presence stirs, in memories bold.
My heart now learns to love his name,
My eyes are fixed, consumed by his flame.
Who is he, this secret, I do not know,
Within thought, where dreams do flow,
A presence stirs, in memories grow.
O heart, feel the whispers, the soft, gentle tread,
The turns in your chest, by each heartbeat led.
O God, my God, from myself I'm shed.
A presence stirs, in memory's space.
O heart, feel the whispers, the faint, tender tread,
The turns in your chest, by each heartbeat led.
O God, my God, from myself I depart,
Within thought, within dream's start,
A presence stirs, in memory's art.
By day, his breath I now draw,
In nights, within me, he finds his law.
Upon my lashes, he seeks his hold,
Within thought, in dreams untold,
A presence stirs, in memories bold.
My heart now learns to love his name,
My eyes are fixed, consumed by his flame.
Who is he, this secret, I do not know,
Within thought, where dreams do flow,
A presence stirs, in memories grow.
O heart, feel the whispers, the soft, gentle tread,
The turns in your chest, by each heartbeat led.
O God, my God, from myself I'm shed.
Raaz 3 (2012) - Movie Details
Film CastEmraan Hashmi, Esha Gupta, Bipasha Basu, Mohan Kapoor, Yusuf Hussain
SingerJaved Ali, Shafqat Ali Khan, Shreya Ghoshal, K K, Sonu Nigam
LyricistSanjay Masoom, Kumaar, Rashid Khan
Music ByJeet Ganguly, Rashid Khan
DirectorVikram Bhatt
ProducerMahesh Bhatt, Mukesh Bhatt
External LinksRaaz 3 at IMDB Raaz 3 at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

