Video of "Khud Ki Khatir Naa Zamane Ke Liye" from YouTube
Advertisement
Khud Ki Khatir Naa Zamane Ke Liye - खुद की खातिर ना ज़माने के लिए जिंदा हूँ
SingerPankaj Udhas
Music byPankaj Udhas
LyricistQamar Iqbal
CategoryGhazals
MovieMu-kar-rar (Pankaj Udhas) (1981)
Lyrics of Khud Ki Khatir Naa Zamane Ke Liye - खुद की खातिर ना ज़माने के लिए जिंदा हूँ
khud ki khaatir na jamane ke liye zinda hu
khud ki khaatir na jamane ke liye zinda hu
karz mitti ka chukane ke liye zinda hu
khud ki khaatir na jamane ke liye zinda hu
kisko fursat jo mere jakhm gine baat sune
kisko fursat jo mere jakhm gine baat sune
khak hu khak udane ke liye zinda hu
karz mitti ka chukane ke liye zinda hu
khud ki khaatir na jamane ke liye zinda hu
rooh awara na bhatke ye kisi ki khatir
rooh awara na bhatke ye kisi ki khatir
saare rishton ko bhulane ke liye zinda hu
karz mitti ka chukane ke liye zinda hu
khud ki khaatir na jamane ke liye zinda hu
log jeene ke garzmand bahut hai lekin
log jeene ke garzmand bahut hai lekin
main masiha ko bachane ke liye zinda hu

Mu-kar-rar (Pankaj Udhas) (1981) - Movie Details
SingerPankaj Udhas
LyricistQaiser Ul Jafri, Qabil Ajmeri, Mumtaz Rashid, Qamar Iqbal, Anwar Farrukhabadi, Sheikh Adam Aboowala
Music ByPankaj Udhas, Manhar Udhas
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films