Video of "Khushnuma Sa Ye Roshan Ho Jahaan" from YouTube
Khushnuma Sa Ye Roshan Ho Jahaan Video Thumbnail
Advertisement
Khushnuma Sa Ye Roshan Ho Jahaan - खुशनुमा सा ये रौशन हो जहाँ
Lyrics of Khushnuma Sa Ye Roshan Ho Jahaan - खुशनुमा सा ये रौशन हो जहाँ
khushnuma, khushnuma
khushnuma sa ye roshan ho jahan
khwaab jeenay ke poore ho yahan
zindagi se yun miley koi na pal rootha sa
jisme khud se bade dooriyan
khushnuma sa ye roshan ho jahan
khwaab jeenay ke poorey ho yahan
zindagi se yun mile koi na pal rootha sa
jisme khud se bade dooriyan

kuch ho shame bhi shabnami, ho bhini si subah
koi bhi na arman ho fana
kuch ho shame bhi shabnami, ho bhini si subah
koi bhi na arman ho fana
khushnuma sa ye roshan ho jahan
khwaab jeenay ke poorey ho yahan

chootey na apne hi jismo se kahin saaye
jeenay se na ho dil khafa
sansein ki tootey na kabhi yeh kahin dorein
roothey na koi bhi dua
chootey na apne hi jismo se kahin saaye
jeenay se na ho dil khafa
sansein ki tootey na kabhi yeh kahin dorein
roothey na koi bhi dua
jee le sabhi har woh khushi
kho si gayi hai jo yahan
kuch ho shame bhi shabnami, ho bhini si subah
koi bhi na arman ho fana
kuch ho shame bhi shabnami, ho bhini si subah
koi bhi na arman ho fana

sone se dil ki yeh fizayein chate sari
baki na koi hogi raat
soye se khwabon ko jagane kabhi aaye
aisa bhi koi din naya
sone se dil ki yeh fizayein chate sari
baki na koi hogi raat
soye se khwabon ko jagane kabhi aaye
aisa bhi koi din naya
tootey yakeen abh na kahi, koi rukey na karwan
kuch ho shame bhi shabnami, ho bhini si subah
koi bhi na arman ho fana
kuch ho shame bhi shabnami, ho bhini si subah
koi bhi na arman ho fana, khushnuma

lyrics of song Khushnuma Sa Ye Roshan Ho Jahaan
Poetic Translation - Lyrics of Khushnuma Sa Ye Roshan Ho Jahaan - खुशनुमा सा ये रौशन हो जहाँ
Luminous, oh luminous,
May the world gleam with this grace,
Where dreams take their rightful place.
May life's embrace forever bind,
No moment left behind,
Where self and soul can meet,
Unburdened by defeat.
Luminous, oh luminous,
May the world gleam with this grace,
Where dreams take their rightful place.
May life's embrace forever bind,
No moment left behind,
Where self and soul can meet,
Unburdened by defeat.

Let evenings be like dew, mornings softly bright,
No desire left unfurled in the night.
Let evenings be like dew, mornings softly bright,
No desire left unfurled in the night.
Luminous, oh luminous,
May the world gleam with this grace,
Where dreams take their rightful place.

May shadows never stray from the form,
Nor the heart feel life's storm.
May the thread of breath never break apart,
Nor any prayer depart.
May shadows never stray from the form,
Nor the heart feel life's storm.
May the thread of breath never break apart,
Nor any prayer depart.
Let all partake in joys untold,
That here were lost of old.
Let evenings be like dew, mornings softly bright,
No desire left unfurled in the night.
Let evenings be like dew, mornings softly bright,
No desire left unfurled in the night.

May the heart's dark spaces fade to gold,
No night to ever hold.
May dreams asleep awaken from their sleep,
And a new day deeply keep.
May the heart's dark spaces fade to gold,
No night to ever hold.
May dreams asleep awaken from their sleep,
And a new day deeply keep.
May faith unwavering, ever be, no caravan to cease.

Let evenings be like dew, mornings softly bright,
No desire left unfurled in the night.
Let evenings be like dew, mornings softly bright,
No desire left unfurled in the night, luminous.

Knock Out (2010) - Movie Details
Film CastSanjay Dutt, Kangna Ranaut, Irrfan Khan, Gulshan Grover, Rukhsar, Apoorva Lakhia, Sushant Singh, Asif Basra, Nassar Abdulla, Kurush Deboo, Bikramjeet Kanwarpal SingerVishal Dadlani, Rahat Fateh Ali Khan, Sunidhi Chauhan, K K, Krishna LyricistVishal Dadlani, Panchhi Jalonvi, Shellee Music ByGourov Dasgupta DirectorMani Shankar ProducerSohail Maklai External LinksKnock Out at IMDB      Knock Out at Wikipedia Movie at YTKnock Out at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement