Video of "Khwabon Mein" from YouTube
Khwabon Mein Video Thumbnail
Advertisement
Khwabon Mein - ख्वाबों में कसक, दिल में दुआ छोड़ गए हैं
thumb coming soon
Khwabon Mein
3.00 - 1 votes
SingerAli Abbas Music byIrfan Saleen LyricistIrfan Saleen CategoryGhazals MovieIshq Kamal (2014)
Lyrics of Khwabon Mein - ख्वाबों में कसक, दिल में दुआ छोड़ गए हैं
khwabo me kasak, dil me dua chhod gaye hai
khwabo me kasak, dil me dua chhod gaye hai
ye kaisa mohabbat ka jahan chhod gaye hai
khwabo me kasak, dil me dua chhod gaye hai

ab koi dhadkne ki sada bhi nahi aati
ab koi dhadkne ki sada bhi nahi aati
sine me mere dil hi kahan chhod gaye hai
sine me mere dil hi kahan chhod gaye hai
ye kaisa mohabbat ka jahan chhod gaye hai
khwabo me kasak, dil me dua chhod gaye hai

wo chand ke us paar gharonde ka tasavvur
wo chand ke us paar gharonde ka tasavvur
jana tha kahan aur kahan chhod gaye hai
jana tha kahan aur kahan chhod gaye hai
ye kaisa mohabbat ka jahan chhod gaye hai
khwabo me kasak, dil me dua chhod gaye hai
lyrics of song Khwabon Mein
Poetic Translation - Lyrics of Khwabon Mein - ख्वाबों में कसक, दिल में दुआ छोड़ गए हैं
Aching dreams, a prayer left in the heart,
Aching dreams, a prayer left in the heart,
What world of love has been left apart?
Aching dreams, a prayer left in the heart.

No sound of beating now descends,
No sound of beating now descends,
Where's the heart, in me, that now suspends?
Where's the heart, in me, that now suspends?
What world of love has been left apart?
Aching dreams, a prayer left in the heart.

That thought of homes, beyond the moon's bright face,
That thought of homes, beyond the moon's bright face,
Where was the path, and where its trace?
Where was the path, and where its trace?
What world of love has been left apart?
Aching dreams, a prayer left in the heart.

Ishq Kamal (2014) - Movie Details
SingerAli Abbas LyricistIrfan Saleen Music ByIrfan Saleen
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement