Video of "Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi" from YouTube
Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi Video Thumbnail
Advertisement
Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi - किसी और के नाम की मेहंदी
Lyrics of Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi - किसी और के नाम की मेहंदी
kisi aur ke naam ki mehndi
hathon mein na apne bharna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna

tum to shayad jee lo mere bin oo
jee na paunga main tere bin
le jaye jo tumko chhin kar oo
kaash kabhi aaye na aisa din
tumse bichhad ke aur
kisi ka ho na sakunga
jisme tumhara pyaar
hai wo dil kisko mai dunga
hona na juda kabhi mujhse
jeena dushvar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna

hathon ko na mere chhodna oo
dekho mera dil na todna
mar jaunga hokar main juda oo
tumko kasam hai munh na modna
tum ho meri, meri hi
rahogi keh bhi do na
aur kisi ki tum na
banogi keh bhi do na
koi jhuthi kasam na khana
jutha na ikraar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna

kisi aur ke naam ki mehndi
hathon mein na apne bharna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna
lyrics of song Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi
Poetic Translation - Lyrics of Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi - किसी और के नाम की मेहंदी
No henna of another's name,
Upon your hands, let it not claim.
Rejecting my love, so true, so deep,
Never another's heart to keep.
Rejecting my love, so true, so deep,
Never another's heart to keep.

You, perhaps, may live without my light,
But I, without you, lose the fight.
If fate should steal you from my side,
May such a day forever hide.
Parted from you, a broken shell,
To another, never will I dwell.
The heart that held our love's sweet art,
To whom shall I now give my heart?
Never stray, from me depart,
Do not make living a shattered heart.
Rejecting my love, so true, so deep,
Never another's heart to keep.
Rejecting my love, so true, so deep,
Never another's heart to keep.

Never let go of my hand,
Do not break my heart, understand.
I will die, if we're apart,
I swear by you, don't break my heart.
You are mine, and mine alone,
Say you will be, to me be known.
Of another, never to be,
Say that also, and set me free.
No false oaths, no lies to weave,
False promises, do not believe.
Rejecting my love, so true, so deep,
Never another's heart to keep.
Rejecting my love, so true, so deep,
Never another's heart to keep.

No henna of another's name,
Upon your hands, let it not claim.
Rejecting my love, so true, so deep,
Never another's heart to keep.
Rejecting my love, so true, so deep,
Never another's heart to keep.
Rejecting my love, so true, so deep,
Never another's heart to keep.

Phir Bewafaai - Deceived In Love (Album) (2007) - Movie Details
SingerAgam Kumar Nigam LyricistPraveen Bharadwaj Music ByNikhil
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement