Video of "Kisi Ki Nazar Ka Jo Ghayal Nahi Hai" from YouTube
Advertisement
Kisi Ki Nazar Ka Jo Ghayal Nahi Hai - किसी की नज़र का जो घायल नहीं है
Lyrics of Kisi Ki Nazar Ka Jo Ghayal Nahi Hai - किसी की नज़र का जो घायल नहीं है
kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai
wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai
kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai
wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai
akele safar zindagi ka ho aese
ki shamshan me shama jalti jo jaise
akele safar zindagi ka ho aese
ki shamshan me shama jalti jo jaise
yeh jeena to jeene me shamil nahi hai
wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai
kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai
wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai
abhi waqt hai apni bigdi bana lu
kisi ki tamanna ko dil me basa lu
abhi waqt hai apni bigdi bana lu
kisi ki tamanna ko dil me basa lu
wafa tum ho kya uski manzil nahi hai
wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai
kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai
wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai
wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai
kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai
wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai
akele safar zindagi ka ho aese
ki shamshan me shama jalti jo jaise
akele safar zindagi ka ho aese
ki shamshan me shama jalti jo jaise
yeh jeena to jeene me shamil nahi hai
wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai
kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai
wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai
abhi waqt hai apni bigdi bana lu
kisi ki tamanna ko dil me basa lu
abhi waqt hai apni bigdi bana lu
kisi ki tamanna ko dil me basa lu
wafa tum ho kya uski manzil nahi hai
wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai
kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai
wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai
Poetic Translation - Lyrics of Kisi Ki Nazar Ka Jo Ghayal Nahi Hai - किसी की नज़र का जो घायल नहीं है
The heart untouched by another's gaze,
Is but a shell, a phantom in a haze.
It claims the name, the beat, the form we know,
But lacks the soul, the vibrant afterglow.
A life's lone journey, bleak and desolate,
Like candles flickering in a graveyard's gate.
A hollow echo, life devoid of grace,
It is no living, lost in time and space.
It claims the name, the beat, the form we know,
But lacks the soul, the vibrant afterglow.
There's still a chance to mend what's torn apart,
To harbor longing deep within the heart.
To build a haven, where desires reside,
For love's true essence, nowhere to hide.
Is loyalty, thy destination's gleam?

Kalakar (1954) - Movie Details
SingerAsha Bhosle, Khan Mastana, S. Balbir
LyricistK Razdan, Sarshar Sailani
Music ByVasant, Ramchandra
External LinksKalakar at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films