Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Kisi Ki Nazar Ne Ishara Kiya Hai, Ki Marne Hum Ne Gavara Kiya Hai - किसी की नजर ने इशारा किया है, की मरने हम ने गवारा किया है
kisi ki nazar ne kisi ki nazar ne
kisi ki nazar ne ishara kiya hai
kisi ki nazar ne ishara kiya hai
ke marna bhi hamne ke marna bhi hamne
ke marna bhi hamne gavara kiya hai
kisi ki nazar ne ishara kiya hai
kisi roz gujre agar wo idhar se
kisi roz gujre agar wo idhar se
to kadmo me dil ke
to kadmo me dil rahe bekhabar se
ye kya hal tumne kya hal tumne
kya hal tumne hamara kiya hai
ke marn bhi humne ke marna bhi humne
ke marna bhi humne gavara kiya hai
kisi ki nazar ne ishara kiya hai
yaha wo nahi hai waha wo nahi hai
yaha wo nahi hai waha wo nahi hai
waha wo nahi hai magar phir bhi tauba
magar phir bhi tauba kaha wo nahi hai
jaha bhi hai dekha jidhar bhi hai dekha
nazar ne usi ka nazara kiya hai
ke marn abhi humne ke marna bhi humne
ke marna bhi humne gavara kiya hai
kisi ki nazar ne ishara kiya hai
Comments for lyrics of song "Kisi Ki Nazar Ne Ishara Kiya Hai, Ki Marne Hum Ne Gavara Kiya Hai"
TheDeepakp on Wednesday, March 12, 2014 FILM: "SAU SAAL BAAD" - 1966.
Film cast: Feroz Khan, Kumkum, Rajendra Nath, Manmohan Krishan, Sapru
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Manna Dey
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Film Director: B K Dubey