Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Kisi Ki Uljhane Suljha Raha Hu - किसी की उलझने सुलझा रहा हूँ
kisi ki uljhane suljhaa raha hu
kisi ki uljhane suljhaa raha hu
magar main khud uljhata jaa raha hu
magar main khud uljhata jaa raha hu
kisi ki uljhane suljhaa raha hu
mujhe har mod par duniya mili hain
mujhe har mod par duniya mili hain
magar har mod par tanhaa raha hu
magar main khud uljhata jaa raha hu
magar main khud uljhata jaa raha hu
kisi ki uljhane suljhaa raha hu
zamana ab mujhe dohra hain
zamana ab mujhe dohra hain
main shayad ab samaj mein aa raha hu
magar main khud uljhata jaa raha hu
magar main khud uljhata jaa raha hu
kisi ki uljhane suljhaa raha hu
mujhe ye raaste kab rok paaye
mujhe ye raaste kab rok paaye
main apni raah par chalta raha hu
magar main khud uljhata jaa raha hu
magar main khud uljhata jaa raha hu
kisi ki uljhane suljhaa raha hu
kisi ki uljhane suljhaa raha hu